Take a fresh look at your lifestyle.

Yeh Kaun Aaya Roshan Ho Gayi Lyrics

0 1,656

Yeh Kaun Aaya Roshan Ho Gayi Lyrics

Song Lyrics from the movie Saathi starring Rajendra Kumar, Simi, Veena, David, Sanjeev Kumar, Vyjayantimala, Phari Sanyal, Ram Mohan, Nandini, Sapru, Shabnam, Pratima Devi. The film was released in the year 1968. Music was composed by Mohammad Shafi, Naushad Ali and lyrics were penned by Majrooh Sultanpuri.

Movie Details

Movie: Saathi

Singer/Singers: Mukesh, Lata Mangeshkar, Suman Kalyanpur, Mahendra Kapoor

Music Director: Mohammad Shafi, Naushad Ali

Lyricist: Majrooh Sultanpuri

Actors/Actresses: Rajendra Kumar, Simi, Veena, David, Sanjeev Kumar, Vyjayantimala, Phari Sanyal, Ram Mohan, Nandini, Sapru, Shabnam, Pratima Devi

Year/Decade: 1968

Music Label: Saregama India Limited

Song Lyrics in English Text

Ye Kaun Aaya, Roshan Ho Gai Mahfil Kiske Naam Se
Ye Kaun Aaya
Ye Kaun Aaya, Roshan Ho Gai Mahfil Kiske Naam Se
Mere Ghar Me Jaise Suraj Nikla Hai Shaam Se
Ye Kaun Aaya

Yaade Hai Kuchh Aai Si, Yaa Kirane Laharaai Si
Yaa Kirane Laharaai Si
Dil Me Soye Gito Ne Li Hai Phir Agadaai Si
Armaano Ki Madiraa Chhalke Ankhiyo Ke Jaam Se
Ye Kaun Aaya, Roshan Ho Gai Mahfil Kiske Naam Se
Mere Ghar Me Jaise Suraj Nikla Hai Shaam Se
Ye Kaun Aaya

Aahat Pe Halki Halki, Chhati Dhadke Payal Ki
Aahat Pe Halki Halki, Chhati Dhadke Payal Ki
Har Gori Se Naam Uska, Lahre Puchhe Aanchal Ki
Chhupke Chhupke Radha Koi Puchhe Apne Shyam Se
Ye Kaun Aaya

Kyaa Kahiye Is Aane Ko, Aaya Hai Tarsane Ko
Aaya Hai Tarsane Ko
Dekha Usne Hans Hans Ke, Har Apne Begane Ko
Lekin Kitna Beparvah Hai, Mere Hi Salaam Se
Ye Kaun Aaya, Roshan Ho Gai Mahfil Kiske Naam Se
Mere Ghar Me Jaise Suraj Nikla Hai Shaam Se
Ye Kaun Aaya

Song Lyrics in Hindi Text

ये कौन आया, रोशन हो गई महफ़िल किसके नाम से
मेरे घर में जैसे सूरज निकल है शाम से
ये कौन आया

यादें हैं कुछ आई सी, या किरनें लहराई सी
दिल में सोए गीतों ने, ली है फिर अंगड़ाई सी
अर्मानों की मदिरा छलके, अँखियों के जाम से
ये कौन आया

क्या कहिए इस आने को, आया है तरसाने को
देखा उसने हँस हँस के, हर अपने बेगाने को
लेकिन कितना बेपर्वाह है, मेरे ही सलाम से
ये कौन आया

Leave A Reply

Your email address will not be published.