Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota Lyrics
Song Lyrics from the movie Aap Aye Bahaar Ayee starring Rajendra Kumar, Sadhana, Mumtaz Begum, Prem Chopra, Rajendra Nath, Meena T, Raj Mehra, Kamal Deep, Subhash, Bobby, Sarita Devi, Uma Khosla, Madhu Apte, Surinder, Prem Kumar, Raaj Kumar, Shaikh. The film was released in the year 1971. Music was composed by Laxmikant Pyarelal and lyrics were penned by Anand Bakshi.
Movie Details
Movie: Aap Aye Bahaar Ayee
Singer/Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Hemlata
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Actors/Actresses: Rajendra Kumar, Sadhana, Mumtaz Begum, Prem Chopra, Rajendra Nath, Meena T, Raj Mehra, Kamal Deep, Subhash, Bobby, Sarita Devi, Uma Khosla, Madhu Apte, Surinder, Prem Kumar, Raaj Kumar, Shaikh
Year/Decade: 1971
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
Dilshad Tha Ke Phul Khilenge Bahar Mein
Mara Gaya Garib Isi Aitbar Mein
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Agar Tufan Nahi Aata, Kinara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Agar Tufan Nahi Aata, Kinara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Na Tha Manzur Kismat Ko, Na Thi Marzi Baharo Ki
Nahi To Is Gulistan Mein
Nahi To Is Gulistan Mein, Kami Thi Kya Nazaro Ki
Meri Najaro Ko Bhi Koi Nazara Mil Gaya Hota
Agar Tufan Nahi Aata, Kinara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Khushi Se Apni Aankho Ko Main Ashko Se Bhigon Leta
Mere Badle Tu Has Legi
Mere Badle Tu Has Legi, Tere Badle Main Ro Leta
Mujhe Ae Kash Tera Dard Sara Mil Gaya Hota
Agar Tufan Nahi Aata, Kinara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Mili Hai Chandni Din Ko, Yeh Unki Apni Kismat Hai
Mujhe Apne Muqaddar Se
Mujhe Apne Muqaddar Se, Faqat Itni Shikayat Hai
Mujhe Tuta Hua Koi Sitara Mil Gaya Hota
Agar Tufan Nahi Aata, Kinara Mil Gaya Hota
Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Mil Gaya Hota
Song Lyrics in Hindi Text
र : दिल शाद था के फूल खिलेंगे बहार में
मारा गया ग़रीब इसी ऐतबार में
ल : मुझे तेरी मोहब्बत का सहारा मिल गया होता -२
अगर तूफ़ाँ नहीं आता किनारा मिल गया होता
र : मुझे तेरी मोहब्बत …
ल : न था मंज़ूर क़िस्मत को न थी मर्ज़ी बहारों की
( नहीं तो इस गुलिस्ताँ में ) -२ कमी थी क्या नज़ारों की
मेरी नज़रों को भी कोई नज़ारा मिल गया होता
अगर तूफ़ाँ नहीं …
र : मुझे तेरी मोहब्बत …
र : ख़ुशी से अपनी आँखों को मैं अश्क़ों से भिगो लेता
( मेरे बदले तू हँस लेती ) -२ तेरे बदले मैं रो लेता
मुझे ऐ काश तेरा दर्द सारा मिल गया होता
अगर तूफ़ाँ नहीं …
ल : मुझे तेरी मोहब्बत …
मिली है चाँदनी जिनको ये उनकी अपनी क़िस्मत है
( मुझे अपने मुक़द्दर से ) -२ फ़क़त इतनी शिकायत है
मुझे टूटा हुआ कोई सितारा मिल गया होता
अगर तूफ़ाँ नहीं …
र : मुझे तेरी मोहब्बत …