Take a fresh look at your lifestyle.

Are Diwano Mujhe Pehchano Lyrics

0

arey diwano

Party and fun-filled song from the movie Don starring Amitabh Bachchan, Kamal Kapoor, Mac Mohan, Shetty. The film was released in the year 1978. Music was composed by Kalyanji Anandji and lyrics were penned by Anjaan.

Movie Details

Movie: Don

Singer/Singers: Kishore Kumar

Music Director: Kalyanji Anandji

Lyricist: Anjaan

Actors/Actresses: Amitabh Bachchan

Year/Decade: 1978

Music Label: Shemaroo Music

Song Lyrics in English Text

Are Diwano Mujhe Pahchano
Are Diwano Mujhe Pahchano
Kahan Se Aaya, Mein Hoon Kaun
Mein Hoon Kaun, Mein Hoon Kaun
Mein Hoon Mein Hoon Mein Hoon Kaun
Don Don Don Don Don

Mein Hoon Don, Mein Hoon Don
Mein Hoon Mein Hoon Mein Hoon Don

Are Tumne Jo Dekha Hai Socha Hai Samjha Hai Jaana Hai
Voh Mein Nahin, Voh Mein Nahin
Logon Ki Nazron Ne Mujhko Yahan Jo Bhi Maana Hai
Voh Mein Nahin, Voh Mein Nahin
Awaara Badal Ko Saudaayi Paagal Ko
Duniya Mein Samjha Hai Kaun
Are Deewano Mujhe Pahchano
Zara Pahchano, Mein Hoon Don

Are Yaaron Ka Vo Yaar Hoon Yaari Mein Yeh Jaan Luta De Jo
Mein Hoon Vohi, Mein Hoon Vohi
Dushman Kaa Dushman Hun Voh
Dushman Ke Chakke Chuda De Jo
Mein Hoon Vohi, Mein Hoon Vohi
Tum Jaano, Na Jaano, Maine To Jaana Hai
Mahfil Mein Kaisa Hai Kaun
Are Deewano Mujhe Pahchano
Zara Pahchano, Mein Hoon Don

Are Maine Kya Socha Hai
Kya Khaab Hai Meri Aankhon Mein
Tum Jaano Naa, Tum Jaano Naa
Maine Bhi Badla Hai, Kya Rang Baaton Hi Baaton Mein
Tum Jaano Naa, Tum Jaano Naa
Chehre Pe Chehra Hai, Parde Pe Parda Hai
Duniya Mein Samjha Hai Kaun
Are Deewano Mujhe Pahchano
Zara Pahchano, Mein Hoon Don
Mein Hoon Don, Mein Hoon Don
Mein Hoon Mein Hoon Mein Hoon Don

Song Lyrics in Hindi Font/Text

अरे दीवानों, मुझे पहचानो
कहाँ से आया मैं हूँ कौन
मैं हूँ डॉन…

अरे तुमने जो देखा है
सोचा है समझा है जाना है, वो मैं नहीं
लोगों की नज़रों ने
मुझको यहाँ जो भी माना है, वो मैं नहीं
आवारा बादल को, सौदाई पागल को
दुनिया में समझा है कौन
अरे दीवानों मुझे…

अरे यारों का वो यार हूँ
यारी में जाँ लुटा दे जो, मैं हूँ वही
दुश्मन का दुश्मन हूँ वो
दुश्मन के छक्के छुड़ा दे जो, मैं हूँ वही
तुम जानो ना जानो, मैंने तो जाना है
महफ़िल में कैसा है कौन
अरे दीवानों मुझे…

अरे मैंने क्या सोचा है
क्या ख़्वाब है मेरी आँखों में, तुम जानो ना
मैंने भी बदला है क्या
रंग बातों ही बातों में, तुम जानो ना
चेहरे पे चेहरा है, परदे पे परदा है
दुनिया में समझा है कौन
अरे दीवानों मुझे…

Leave A Reply

Your email address will not be published.