Take a fresh look at your lifestyle.

Hamne Dekhi Hai In Aankhon Ki Lyrics

0

Romantic song from the movie Khamoshi starring Rajesh Khanna, Waheeda Rehman. The film was released in the year 1970. Music was composed by Hemant Kumar and lyrics were penned by Gulzar.

Movie Details

Movie: Khamoshi

Singer/Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Aarti Mukherji

Music Director: Hemant Kumar

Lyricist: Gulzar

Actors/Actresses: Rajesh Khanna, Waheeda Rehman

Year/Decade: 1970

Music Label: Saregama India Limited

Song Lyrics in English Text

Humne Dekhi Hain Un Aankho Ki Mahakti Khushbu
Hath Se Chhuke Ise Rishto Ka Ilzaam Na Do
Sirf Ehsaas Hain Ye Ruh Se Mahsus Karo
Pyar Ko Pyar Hi Rahne Do Koyi Naam Na Do
Humne Dekhi Hain Un Aankho Ki Mahakti Khushbu
Hath Se Chhuke Ise Rishto Ka Ilzaam Na Do
Humne Dekhi Hain

Pyaar Koi Bol Nahi, Pyar Aawaz Nahi
Ek Khamoshi Hain Sunti Hain Kaha Karti Hain
Na Ye Bujhti Hain, Na Rukti Hain, Na Thahri Hain Kahin
Nur Ki Bund Hain Sadiyo Se Baha Karti Hain
Sirf Ehsaas Hain Ye Ruh Se Mahasus Karo
Pyar Ko Pyar Hi Rahne Do Koyi Naam Na Do
Humne Dekhi Hain Un Aankho Ki Mahakti Khushbu
Hath Se Chhuke Ise Rishto Ka Ilzaam Na Do
Humne Dekhi Hain

Muskurahat Si Khili Rahti Hain Aankho Me Kahin
Aur Palko Pe Ujale Se Jhuke Rahte Hain
Hoth Kuch Kahte Nahi, Kaanpte Hotho Pe Magar
Kitne Khamosh Se Afsane Ruke Rahte Hain
Sirf Ehsaas Hain Ye Ruh Se Mahasus Karo
Pyar Ko Pyar Hi Rahne Do Koyi Naam Na Do
Humne Dekhi Hain Un Aankho Ki Mahakti Khushbu
Hath Se Chhuke Ise Rishto Ka Ilzaam Na Do
Humne Dekhi Hain

Song Lyrics in Hindi Font/Text

हम ने देखी है इन आँखों की महकती खुशबू
हाथ से छूके इसे रिश्तों का इल्ज़ाम न दो
सिर्फ़ एहसास है ये रूह से महसूस करो
प्यार को प्यार ही रहने दो कोई नाम न दो
हम ने देखी है …

प्यार कोई बोल नहीं, प्यार आवाज़ नहीं
एक खामोशी है सुनती है कहा करती है
ना ये बुझती है ना रुकती है ना ठहरी है कहीं
नूर की बूँद है सदियों से बहा करती है
सिर्फ़ एहसास है ये, रूह से महसूस करो
प्यार को प्यार ही रहने दो, कोई नाम ना दो
हम ने देखी है …

मुस्कराहट सी खिली रहती है आँखों में कहीं
और पलकों पे उजाले से छुपे रहते हैं
होंठ कुछ कहते नहीं, काँपते होंठों पे मगर
कितने खामोश से अफ़साने रुके रहते हैं
सिर्फ़ एहसास है ये, रूह से महसूस करो
प्यार को प्यार ही रहने दो, कोई नाम ना दो
हम ने देखी है …

Leave A Reply

Your email address will not be published.