Jeene Marne Ke Chakkar Ka Lyrics
Song Lyrics from the movie Chakra starring Naseeruddin Shah, Smita Patil, Dilip Dhawan, Ranjit Choudhary, Kulbhushan Kharbanda, Alka Kubal, Anjali Paigankar, Savita Bajaj. The film was released in the year 1980. Music was composed by Hridaynath Mangeshkar and lyrics were penned by Madhosh Bilgrami.
Movie Details
Movie: Chakra
Singer/Singers: Bhupinder, Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar
Music Director: Hridaynath Mangeshkar
Lyricist: Madhosh Bilgrami
Actors/Actresses: Naseruddin Shah, Smita Patil, Dilip Dhawan, Ranjit Choudhary, Kulbhushan Kharbanda, Alka Kubal, Anjali Paigankar, Savita Bajaj
Year/Decade: 1980
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
Ubi Aankho Me Tuti Huye Neend Hain
Rang Alag Sa, Alag Si Hain Jivan Ki Laiy
Ubi Aankho Me Tuti Huye Neend Hain
Rang Alag Sa, Alag Si Hain Jivan Ki Laiy
Ubi Aankho Me
Jeene Marne Ke Chakkar Ka Anjaam Kya
Jeene Marne Ke Chakkar Ka Anjaam Kya
Ye Samay Kya, Savera Kya, Ya Shaam Kya
Reet Kaisi Hain Ye, Kya Tamasha Hain Ye
Kaisa Sidhant Hai, Kaisa Ye Insaaf Hain
Kitane Dil Hain, Ke Jinme Hain Chingariya
Kitane Dil Hain, Ke Jinme Hain Chingariya
Dekhne Ko Sabhi Kuchh Bahut Shant Hain
Ubi Aankho Me Tuti Huye Neend Hain
Rang Alag Sa, Alag Si Hain Jivan Ki Laiy
Ubi Aankho Me
Sar Chhupane Ko Chhaya Nahi Na Sahi
Bas Hi Jayegi Basti Koi Fir Nayi
Apne Hatho Me Shakti Hain Baaki Abhi
Julm Ke Kaale Ghere Ukhad Jaayenge
Sah Chuke Ham Bahut, Ab Na Sah Paayenge
Na Sah Payenge
Praan Jaaye Magar, Ab To Lad Jaayenge
Kaali Raato Ke Pichhe, Savera Bhi Hain
Koi Sundar Bhavisy, Tera Mera Bhi Hain
Kaali Raato Ke Pichhe, Savera Bhi Hain
Koi Sundar Bhavisy, Tera Mera Bhi Hain
Kaali Raato Ke Pichhe, Savera Bhi Hain