Take a fresh look at your lifestyle.

Ab Kaha Jaye Hum, Ye Bata Song Lyrics

0
Ab Kaha Jaye Hum
Ab Kaha Jaye Hum Song Lyrics

Ab Kaha Jaye Hum, Ye Bata Aye Zameen Song Lyrics from Movie Ujala (1959). This Song is sung by Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mukesh. Music Given by Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal & lyrics by Hasrat Jaipuri, Shailendra. Star Cast of this movie are Shammi Kapoor, Mala Sinha, Raaj Kumar, Kumkum, Leela Chitnis, Dhumal, Tun Tun.

Movie Details

Movie: Ujala

Singer/Singers: Lata Mangeshkar, Manna Dey, Mukesh

Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal

Lyricist: Hasrat Jaipuri, Shailendra

Actors/Actresses: Shammi Kapoor, Mala Sinha, Raaj Kumar, Kumkum, Leela Chitnis, Dhumal, Tun Tun

Year/Decade: 1959

Music Label: Saregama Music

Song Lyrics in English Text

Ab Kahan Jayen Hum Ye Bata Aye Zameen
Is Jahan Mein To Koi Hamara Nahin
Is Jahan Mein To Koi Hamara Nahin
Apne Saye Se Bhi Log Darne Lagey
Ab Kisiko Kisi Par Bharosa Nahin
Ab Kisiko Kisi Par Bharosa Nahin
Ab Kahan Jayen Hum

Hum Ghar-ghar Jate Hain Ye Dil Dikhlate Hain
Par Ye Duniyawale Hum Ko Thukrate Hain
Hum Ghar-ghar Jate Hain Ye Dil Dikhlate Hain
Par Ye Duniyawale Hum Ko Thukrate Hain
Raste Mit Gaye Manzilein Kho Gayi
Ab Kisi Ko Kisi Par Bharosa Nahin
Ab Kahan Jayen Hum

Nafrat Hai Nigahon Mein
Vehshat Hai Nigahon Mein
Ye Kaisa Zeher Phaila Duniya Ki Hawaon Mein
Nafrat Hai Nigahon Mein Vehshat
Hai Nigahon Mein
Ye Kaisa Zeher Phaila Duniya Ki Hawaon Mein
Pyar Ki Bastiyan Khaq Hone Lagi
Ab Kisi Ko Kisi Par Bharosa Nahin
Ab Kahan Jayen Hum

Har Sans Hai Mushkil Ki Har Jaan Hai Ek Moti
Bazar Mein Par Inki Ginti Hi Nahin Hoti
Har Sans Hai Mushqil Ki Har Jaan Hai Ek Moti
Bazar Mein Par Inki Ginati Hi Nahin Hoti
Zindagi Ki Yahan Koi Keemat Nahin
Ab Kisi Ko Kisi Par Bharosa Nahin
Ab Kisi Ko Kisi Par Bharosa Nahin
Ab Kahan Jayen Hum Ye Bata Aye Zameen
Is Jahan Mein To Koi Hamara Nahin
Is Jahan Mein To Koi Hamara Nahin
Ab Kahan Jayen Hum

Song Lyrics in Hindi Font

अब कहाँ जाएँ हम ये बता ऐ ज़मीं
इस जहाँ में तो कोई हमारा नहीं
अपने साये से भी लोग डरने लगे
अब किसीको किसी पर भरोसा नहीं
अब कहाँ जाएँ हम

हम घर-घर जाते हैं ये दिल दिखलाते हैं
पर ये दुनियावाले हम को ठुकराते हैं
रास्ते मिट गए मंज़िलें खो गईं
अब किसी को किसी पर भरोसा नहीं
अब कहाँ जाएँ हम

नफ़रत है निगाहों में वहशत है निगाहों में
ये कैसा ज़हर फैला दुनिया की हवाओं में
प्यार की बस्तियाँ ख़ाक होने लगीं
अब किसी को किसी पर भरोसा नहीं
अब कहाँ जाएँ हम

हर साँस है मुश्किल की हर जान है इक मोती
बाज़ार में पर इनकी गिनती ही नहीं होती
ज़िंदगी की यहाँ कोई कीमत नहीं
अब किसी को किसी पर भरोसा नहीं
ये बता ऐ ज़मीं

Note: For any mistake in Lyrics kindly let us know !!

Leave A Reply

Your email address will not be published.