Apni Marzi Se Kahan Lyrics
Very Beautiful song from the movie Mirage – Jagjit Singh starring Jagjit Singh. The film was released in the year 2001. Music was composed by Talat Aziz and lyrics were penned by Nida Fazli.
Movie Details
Movie: Mirage – Jagjit Singh
Singer/Singers: Jagjit Singh
Music Director: Talat Aziz
Lyricist: Nida Fazli
Actors/Actresses: Jagjit Singh
Year/Decade: 2001
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
Apni Marzi Se Kaha Apni Safar Ke Hum Hai

Rukh Hawao Ka Jidhar Ka Hai Udhar Ke Hum Hai

Pehle Har Cheez Thi Apni Magar Ab Lagta Hai

Apne Hi Ghar Mein Kisi Dusre Ghar Ke Hum Hai
Apne Hi Ghar Mein Kisi Dusre Ghar Ke Hum Hai
Rukh Hawao Ka Jidhar Ka Hai Udhar Ke Hum Hai
Apni Marzi Se Kaha Apni Safar Ke Hum Hai
Waqt Ke Saath Mitti Ka Safar Sadiyo Se
Waqt Ke Saath Mitti Ka Safar Sadiyo Se
Waqt Ke Saath Mitti Ka Safar Sadiyo Se
Kisko Maalum Kaha Ke Hai Kidhar Ke Hum Hai
Kisko Maalum Kaha Ke Hai Kidhar Ke Hum Hai
Rukh Hawao Ka Jidhar Ka Hai Udhar Ke Hum Hai
Apni Marzi Se Kaha Apni Safar Ke Hum Hai
Chalte Rehte Hai Ke Chalna Hai Musafir Ka Nasib

Sochte Rehte Hai Kis Raah Guzar Ke Hum Hai
Sochte Rehte Hai Kis Raah Guzar Ke Hum Hai
Rukh Hawao Ka Jidhar Ka Hai Udhar Ke Hum Hai
Apni Marzi Se Kaha Apni Safar Ke Hum Hai
Apni Marzi Se Kaha Apni Safar Ke Hum Hai
Song Lyrics in Hindi Font/Text
अपनी मर्ज़ी से, कहा अपने सफ़र के हम हैं
रुख़ हवाओंका जिधर का हैं, उधर के हम हैं
पहले हर चीज थी अपनी
मगर अब लगता हैं
अपने ही घर में
किसी दूसरे घर के हम हैं
वक़्त के साथ हैं मिट्टी का सफ़र सदियोंसे
किसको मालूम, कहा के हैं, किधर के हम हैं
चलते रहते हैं, के चला है मुसाफिर का नसीब
सोचते रहते हैंकिस राह गुजर के हम हैं