Take a fresh look at your lifestyle.

Diye Jalte Hai Phool Khilte Hai Lyrics

0 1,316

diye jalte hain lyrics

A very melodious song every friend can cherish forever. Sung beautifully by Kishore Kumar and the song is from movie Namak Haram released in the year 1973 starring Amitabh Bachchan, Rajesh Khanna. Music was composed by R D Burman and lyrics were penned by Anand Bakshi.

Movie Details

Movie: Namak Haram

Singer/Singers: Kishore Kumar

Music Director: R D Burman

Lyricist: Anand Bakshi

Actors/Actresses: Amitabh Bachchan, Rajesh Khanna

Year/Decade: 1973

Music Label: Saregama Music

Song Lyrics in English Text

Diye Jaltey Hain
Phool Khiltey Hain
Diye Jaltey Hain
Phool Khiltey Hain
Badi Mushqil Se Magar
Duniya Mein Dost Miltey Hain
Diye Jaltey Hain

Jab Jis Waqt Kisi Ka
Yaar Juda Hota Hai
Kuchh Na Poochho Yaaron Dil Ka
Haal Bura Hota Hai
Jab Jis Waqt Kisi Ka
Yaar Juda Hota Hai
Kuchh Na Poochho Yaaron Dil Ka
Haal Bura Hota Hai
Dil Pe Yaadon Ke Jaise
Teer Chaltey Hain
Haan Haan Haan
Diye Jaltey Hain
Phool Khiltey Hain
Diye Jaltey Hain

Is Rang-roop Pe Dekho
Hargiz Naaz Na Karna
Jaan Bhi Maange Yaar To De Dena
Naraaz Na Karna
Rang Ud Jaate Hain
Dhoop Dhalte Hain
Hmm Hmm Hmm
Diye Jaltey Hain
Phool Khiltey Hain
Diye Jaltey Hain

Daulat Aur Jawaani
Ek Din Kho Jaati Hai
Sach Kehta Hoon Saari Duniya
Dushman Ho Jaati Hai
Daulat Aur Jawaani
Ek Din Kho Jaati Hai
Sach Kehta Hoon Saari Duniya
Dushman Ho Jaa Ti Hai
Uma Bhar Dost Lekin
Saath Chalte Hain
Hmm Hmm Hmm
Diye Jalte Hain
Phool Khilte Hain
Badi Mushqil Se Magar
Duniya Mein Dost Miltey Hain
Diye Jaltey Hain

Song Lyrics in Hindi Font/Text

दीये जलते हैं, फूल खिलते हैं
बड़ी मुश्क़िल से मगर
दुनिया में दोस्त मिलते हैं

जब जिस वक्त क़िसी का
यार जुदा होता है
कुछ ना पूछो यारों दिल का
हाल बुरा होता है
दिल पे यादों के जैसे
तीर चलते हैं
दीये जलते हैं…

इस रंग-रूप पे देखो
हरगिज़ नाज़ ना करना
जान भी मांगे यार तो दे देना
नाराज़ ना करना
रंग उड़ जाते हैं
धूप ढ़लते हैं
दीये जलते हैं…

दौलत और जवानी
इक दिन खो जाती है
सच कहता हूँ सारी दुनिया
दुश्मन हो जाती है
उम्र भर दोस्त लेकिन
साथ चलते हैं
दीये जलते हैं…

Leave A Reply

Your email address will not be published.