Take a fresh look at your lifestyle.

Ek Dhund Se Aana Hai, Song Lyrics

0
Ek Dhund Se Aana Hai,
Ek Dhund Se Aana Hai, Song Lyrics

Ek Dhund Se Aana Hai, Song Lyrics from Movie Dhund. This Song sung by Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Manna Dey, Usha Mangeshkar. Music given by Ravi & Lyrics written by Sahir Ludhianvi. Star cast of this movie are Sanjay Khan, Zeenat Aman, Danny Denzongpa, Naveen Nischol, Ashok Kumar, Deven Verma, Madan Puri, Nana Palsikar, Jagdishraj, Urmila Bhatt, Chand, Nazir, Ramesh, Padma Khanna, Jay Shree T, Ashoo, Prem Sagar, Sunil Dhawan

Movie Details

Movie: Dhund

Singer/Singers: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor, Manna Dey, Usha Mangeshkar

Music Director: Ravi

Lyricist: Sahir Ludhianvi

Actors/Actresses: Sanjay Khan, Zeenat Aman, Danny Denzongpa, Naveen Nischol, Ashok Kumar, Deven Verma, Madan Puri, Nana Palsikar, Jagdishraj, Urmila Bhatt, Chand, Nazir, Ramesh, Padma Khanna, Jay Shree T, Ashoo, Prem Sagar, Sunil Dhawan

Year/Decade: 1973

Music Label: Saregama Music

Song Lyrics in English Text

Sansar Ki Har Shey Ka Itna Hi Fasana Hai
Ek Dhund Se Ana Hai, Ek Dhund Mai Jana Hai
Ye Raah Kahan Se Hai, Ye Raah Kahan Tak Hai
Ye Raaz Koi Raahi Samjha Hai Na Jana Hai
Sansar Ki Har Shey Ka Itna Hi Fasana Hai
Ek Dhund Se Ana Hai, Ek Dhund Mai Jana Hai
Ek Pal Ki Palak Par Hai Thehri Hui Ye Duniya
Ek Pal Ke Jhapakne Tak Har Khel Suhana Hai
Sansar Ki Har Shey Ka Itna Hi Fasana Hai
Ek Dhund Se Ana Hai, Ek Dhund Mai Jana Hai
Kya Jane Koi Kispar Kis Modh Pe Kya Beete
Is Raah Mai Ae Raahi Har Modh Bahana Hai
Sansar Ki Har Shey Ka Itna Hi Fasana Hai
Ek Dhund Se Ana Hai, Ek Dhund Mai Jana Hai
Hamlog Khilone Hai, Ek Aise Khiladi Ke
Jisko Abhi Sadiyo Tak Ye Khel Rachana Hai
Sansar Ki Har Shey Ka Itna Hi Fasana Hai
Ek Dhund Se Ana Hai, Ek Dhund Mai Jana Hai

Song Lyrics in Hindi Font/Text

ससार की हर शे का
इतना ही फ़साना है
एक धुंध से आना है
एक धुंध में जाना है

ये राह कहाँ से है
ये राह कहाँ तक है
ये राज़ कोई राही समझा
है न जाना है

एक पल की पलक पर है
ठहरी हुई ये दुनिया
एक पल के झपकने तक
हर खेल सुहाना है

क्या जाने कोई किस पल
किस मोड़ पर क्या बाईट
इस राह में ऐ राही हर
मोड़ बहाना है.

Leave A Reply

Your email address will not be published.