Take a fresh look at your lifestyle.

Garibo Ka Pasina Bah Raha Hai Lyrics

0

Garibo Ka Pasina Bah Raha Hai Lyrics

Song Lyrics from the movie Naya Aadmi starring N T Rama Rao, Anjali Devi, Anwar, Gope, Jamuna, Helen. The film was released in the year 1956. Music was composed by Madan Mohan, Vishwanathan-Murthy and lyrics were penned by Rajinder Krishan.

Movie Details

Movie: Naya Aadmi

Singer/Singers: Lata Mangeshkar, Mohd. Rafi, Hemant Kumar

Music Director: Madan Mohan, Vishwanathan-Murthy

Lyricist: Rajinder Krishan

Actors/Actresses: N T Rama Rao, Anjali Devi, Anwar, Gope, Jamuna, Helen

Year/Decade: 1956

Music Label: Saregama India Limited

Song Lyrics in English Text

Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai
Yeh Paani Bahte Bahte Kah Raha Hai
Kabhi Woh Din Bhi Aayega
Yeh Paani Rang Laayega, Yeh Paani Rang Laayega
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai

Yeh Bunde Dekh Lena Ek Din Tufaan Laayengi
Jamin Toh Hai, Jamin Yeh Aasman Ko Bhi Hilaayengi
Garibon Ke Gharo Tak Chal Ke Khud Bhagwaan Aayega
Yeh Paani Rang Laayega, Yeh Paani Rang Laayega
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai

Sitam Kaa Hadh Se Badh Jana Tabahi Ki Nishaani Hai
Badalte Hain Sabhi Ke Din Purani Yeh Kahaani Hai
Jamana Ek Din Girte Huo Ko Uthaayega
Yeh Paani Rang Laayega, Yeh Paani Rang Laayega
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai

Agar Jal Kar Kisi Majbur Ne Fariyaad Kar Daali
Toh Kudarat Ke Khjane Dekhna Ho Jayenge Khaali
Jamin Phat Jayegi, Jamin Phat Jayegi Suraj Kaa Gola Tut Jaayega
Yeh Paani Rang Laayega, Yeh Paani Rang Laayega
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai
Yeh Paani Bahte Bahte Kah Raha Hai
Kabhi Woh Din Bhi Aayega
Yeh Paani Rang Laayega, Yeh Paani Rang Laayega
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai
Garibon Kaa Pasina Bah Raha Hai

Song Lyrics in Hindi Text

गरीबों का पसीना बह रहा है
गरीबों का पसीना बह रहा है
यह पानी बहते बहते कह रहा है
यह पानी बहते बहते कह रहा है
कभी वह दिन भी आएगा
यह पानी रंग लाएगा
कभी वह दिन भी आएगा
यह पानी रंग लाएगा
गरीबों का पसीना

यह बुँदे देख लेना
एक दिन तूफ़ान लाएंगी
जमीन तोह है
यह आसमान को भी हिलायेंगी
गरीबों के घरों तक
चल के खुद भगवान् आएगा
यह पानी रंग लाएगा
गरीबों का पसीना

सितम का हद से
बढ़ जाना तबही की निशानी है
बदलते हैं सभी
के दिन पुराणी यह कहानी है
जमाना एक दिन गिरते
हुओं को उठाएगा
यह पानी रंग लाएगा
गरीबों का पसीना

अगर जल कर किसी मजबूर
ने फ़रियाद कर डाली
तोह कुदरत के खजाने
देखना हो जायेंगे खाली
जमीन फट जाएगी सूरज
का गोला टूट जाएगा
कभी वह दिन भी आएगा

Leave A Reply

Your email address will not be published.