Take a fresh look at your lifestyle.

Gham Diye Mustaqil | ग़म दिए मुस्तक़िल Song Lyrics

0

Gam Diye Mustaqil, Itanaa Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaanaa, Song Lyrics from Movie Shahjehan. This Song sung by Naseem, Akhtar, Uma Devi, K I Saigal, Shamshad Begum, Mohammed Rafi. Music given by Naushad Ali & Lyrics written by Majrooh Sultanpuri. Star cast of this movie are K L Sehgal, Ragini, Jairaj, Nasreen, Rehman, Himalaya, Anwari, Sulochana, Kanwar, Peerjan

Movie Details

Movie: Shahjehan

Singer/Singers: Naseem, Akhtar, Uma Devi, K I Saigal, Shamshad Begum, Mohammed Rafi

Music Director: Naushad Ali

Lyricist: Majrooh Sultanpuri

Actors/Actresses: K L Sehgal, Ragini, Jairaj, Nasreen, Rehman, Himalaya, Anwari, Sulochana, Kanwar, Peerjan

Year/Decade: 1946

Music Label: Saregama Music

Song Lyrics in English Text

Gam Diye Mustaqil, Itna Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaana
Haay Haay Ye Zaalim Zamana
De Uthe Daag Lo Unse Ai Mahalo Kah Sunana
Haay Haay Ye Zaalim Zamana

Dil Ke Haatho Se Daaman Chhuda Kar
Gam Ki Nazaro Se Nazare Bacha Kar
Il Ke Haatho Se Daaman Chhuda Kar
Gam Ki Nazaro Se Nazare Bacha Kar
Uthke Vo Chal Diye, Kahte Hi Rah Gaye Ham Fasana
Haay Haay Ye Zaalim Zamaanaa

Koi Meri Ye Rudaad Dekhe, Ye Mohabbat Ki Bedaad Dekhe
Koi Meri Ye Rudaad Dekhe, Ye Mohabbat Ki Bedaad Dekhe
Phuk Raha Hai Jigar, Pad Raha Hai Magar Muskurana
Haay Haay Ye Zaalim Zamaanaa
Gam Diye Mustaqil, Itna Naazuk Hai Dil, Ye Na Jaana
Haay Haay Ye Zaalim Zamana

Song Lyrics in Hindi Text

ग़म दिए मुस्तक़िल
कितना नाज़ुक है दिल
े न जाना
हाय हाय ये ज़ालिम ज़माना
दे उठे दाग लो उनसे ै
महलो कह सुनाने
हाय हाय ये ज़ालिम ज़माना

दिल के हाथों से
दामन छुड़ाकर
ग़म की नज़रों से
नज़रे बचाकर
दिल के हाथों से
दामन छुड़ाकर
ग़म की नज़रों से
नज़रे बचाकर
उठाके वह चल दिए
कहते ही रह गए हम फ़साना
हाय हाय ये ज़ालिम ज़माना

कोई मेरी ये रूदाद देखे
ये मोहब्बत की बेदाद देखे
कोई मेरी ये रूदाद देखे
ये मोहब्बत की बेदाद देखे
फूँक रहा है जिगर
पड़ रहा है मगर मुस्कुराना
हाय हाय ये ज़ालिम ज़माना

ग़म दिए मुस्तक़िल
कितना नाज़ुक है दिल
हाय हाय ये ज़ालिम ज़माना.

Leave A Reply

Your email address will not be published.