Iska Kya Matlab Hai Lyrics
Song Lyrics from the movie Sanam starring Dev Anand, Suraiya, Meena Kumari. The film was released in the year 1951. Music was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish and lyrics were penned by Qamar Jalalabadi.
Movie Details
Movie/Album: Sanam
Singer/Singers: Suraiya
Music Director: Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Lyricist: Qamar Jalalabadi
Actors/Actresses: Dev Anand, Suraiya
Year/Decade: 1951
Music Label: Saregama
Song Lyrics in English Text
Ye Mujhe Kya Huaa
Is Ka Matlab Kya Hai
Kuchh Samajh Mein Nahin Aataa
Honthon Pe Kisi Kaa Naam
Kisi Ko Ankhiyaan Karen Salaam
Ke Is Ka Kya Matlab Hai
Ke Is Ka Kya Matlab Hai
Jawaani Chhed Rahi Hai Geet
Jawaani Chhed Rahi Hai Geet
Kisi Se Huyi Aapko Preet
Kisi Se Huyi Aapko Preet
Ke Is Ka Ye Matlab Hai
Ke Is Ka Ye Matlab Hai
Ke Is Ka Ye Matlab Hai
Sharam Se Chehraa Huaa Gulaabi
Meri Aankhen Huyin Sharaabi
Ke Is Ka Kya Matlab Hai
Ke Is Ka Kya Matlab Hai
Kisi Ne Chhedaa Dil Kaa Taar
Kisi Ne Chhedaa Dil Kaa Taar
Chhanaachhan Bajne Lagi Sitaar
Chhanaachhan Bajne Lagi Sitaar
Ke Is Ka Ye Matlab Hai
Ke Is Ka Ye Matlab Hai
Ke Is Ka Ye Matlab Hai
Neend Na Aaye Saari Raat
Chahe Dil Mulaaqaat
Chahe Dil Mulaaqaat
Chahe Dil Mulaaqaat Mulaaqaat
Ke Is Ka Kya Matlab Hai
Ke Is Ka Kya Matlab Hai
Kisi Ko Dil Ne Kiya Manzoor
Kisi Ko Dil Ne Kiya Manzoor
Rahaa Na Jaaye Piyaa Se Door
Rahaa Na Jaaye Piyaa Se Door
Ke Is Ka Ye Matlab Hai
Ke Is Ka Ye Matlab Hai
Ke Is Ka Ye Matlab Hai
Song Lyrics in Hindi Font/Text
ये मुझे क्या हुआ
इस का मतलब क्या है
कुछ समझ में नहीं आता
होंठों पे किसी का नाम
किसी को अँखियाँ करें सलाम
के इस का क्या मतलब है
के इस का क्या मतलब है
जवानी छेड़ रही है गीत
जवानी छेड़ रही है गीत
किसी से हुयी आपको प्रीत
किसी से हुयी आपको प्रीत
के इस का ये मतलब है
के इस का ये मतलब है
के इस का ये मतलब है
शर्म से चेहरा हुआ गुलाबी
मेरी आँखें हुईं शराबी
के इस का क्या मतलब है
के इस का क्या मतलब है
किसी ने छेड़ा दिल का तार
किसी ने छेड़ा दिल का तार
छनाछन बजने लगी सितार
छनाछन बजने लगी सितार
के इस का ये मतलब है
के इस का ये मतलब है
के इस का ये मतलब है
नींद न आये सारी रात
चाहे दिल मुलाक़ात
चाहे दिल मुलाक़ात
चाहे दिल मुलाक़ात मुलाक़ात
के इस का क्या मतलब है
के इस का क्या मतलब है
किसी को दिल ने किया मंज़ूर
किसी को दिल ने किया मंज़ूर
रहा न जाए पीया से दूर
रहा न जाए पीया से दूर
के इस का ये मतलब है
के इस का ये मतलब है
के इस का ये मतलब है