Take a fresh look at your lifestyle.

Jaa Re Jaa Re Ud Ja Re Panchhi Lyrics

0 8,671

Jaa Re Jaa Re Ud Ja Re Panchhi Lyrics

Sad song from the movie Maya starring Dev Anand, Mala Sinha, Jayant, Sunder, Agha, Mubarak, Lalita Pawar, Helen, Niranajan Sharma. The film was released in the year 1961. Music was composed by Salil Chowdhary and lyrics were penned by Majrooh Sultanpuri.

Movie Details

Movie: Maya

Singer/Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Dwijen Mukherjee

Music Director: Salil Chowdhary

Lyricist: Majrooh Sultanpuri

Actors/Actresses: Dev Anand, Mala Sinha, Jayant, Sunder, Agha, Mubarak, Lalita Pawar, Helen, Niranajan Sharma

Year/Decade: 1961

Music Label: Saregama India Limited

Song Lyrics in English Text

Ja Re, Ja Re Ud Ja Re Panchhi
Baharo Ke Desh Ja Re
Yaha Kya Hain Mere Pyare
Kyu Ujad Gayi Bagiya Mere Man Ki
Ja Re, Ja Re Ud Ja Re Panchhi
Baharo Ke Desh Ja Re
Yaha Kya Hain Mere Pyare
Kyu Ujad Gayi Bagiya Mere Man Ki
Ja Re

Na Daali Rahi Na Kali
Ajab Gam Ki Aandhi Chali
Udi Dukh Ki Dhul Raaho Me
Na Daali Rahi Na Kali
Ajab Gham Ki Aandhi Chali
Udi Dukh Ki Dhul Raaho Me
Ja Re, Ye Gali Hain Birhan Ki
Baharo Ke Desh Ja Re
Yaha Kya Hain Mere Pyare
Kyu Ujad Gayi Bagiya Mere Man Ki
Ja Re

Man Veena Utha Na Saki
Tere Sang Gaa Na Saki
Dhale Mere Geet Aaho Me
Man Veena Utha Na Saki
Tere Sang Gaa Na Saki
Dhale Mere Geet Aaho Me
Ja Re, Ye Gali Hain Asuvan Ki
Baharo Ke Desh Ja Re
Yaha Kya Hain Mere Pyare
Kyu Ujad Gayi Bagiya Mere Man Ki
Ja Re, Ja Re Ud Ja Re Panchhi
Baharo Ke Desh Ja Re
Yaha Kya Hain Mere Pyare
Kyu Ujad Gayi Bagiya Mere Man Ki
Ja Re

Song Lyrics in Hindi Font/Text

जा रे, जा रे उड़ जा रे पंछी
बहारों के देस जा रे
यहाँ क्या है मेरे प्यारे
क्यूँ उजड़ गई बगिया मेरे मन की
जा रे …

ना डाली रही ना कली
अजब ग़म की आँधी चली
उड़ी दुख की धूल राहों में
जा रे …

मैं वीणा उठा ना सकी
तेरे संग गा ना सकी
ढले मेरे गीत आहों में
जा रे …

Leave A Reply

Your email address will not be published.