Take a fresh look at your lifestyle.

Jahan Teri Yeh Nazar Hai Lyrics

0

jahan teri ye nazar

A pure dancing number from the movie Kaalia released in the year 1981 starring Amitabh Bachchan, Amjad Khan. Music was composed by R D Burman and lyrics were penned by Majrooh Sultanpuri.

Movie Details

Movie: Kaalia

Singer/Singers: Kishore Kumar

Music Director: R D Burman

Lyricist: Majrooh Sultanpuri

Actors/Actresses: Amitabh Bachchan, Amjad Khan

Year/Decade: 1981

Music Label: Shemaroo Music

Song Lyrics in English Text

Jaha Teri Ye Nazar Hai, Meri Ja Mujhe Khabar Hai
Jaha Teri Ye Nazar Hai, Meri Ja Mujhe Khabar Hai
Bach Na Saka Koi Aaye Kitne, Lambe Hai Mere Hath Itne
Dekh Idhar Yaar Dhyan Kidhar Hai
Arey, Dekh Idhar Yaar Dhyan Kidhar Hai
Jaha Teri Ye Nazar Hai, Meri Ja Mujhe Khabar Hai

Kyu Nahi Jani Tu Ye Samajhata
Kam Nahi Ye Hai Tere Bas Ka
Kyu Nahi Jani Tu Ye Samajhata
Kam Nahi Ye Hai Tere Bas Ka
Hosh Me Aaja Dhyan Kidhar Hai
Arey, Hosh Me Aaja Dhyan Kidhar Hai
Jaha Teri Ye Nazar Hai, Meri Ja Mujhe Khabar Hai

Meri Taraf Jo Utha Hai Tan Ke
Kat Ke Wahi Hath Gira Badan Se
Arey, Meri Taraf Jo Utha Hai Tan Ke
Kat Ke Wahi Hath Gira Badan Se
Samne Aaye Kiska Jigar Hai
Ha, Samne Aaye Kiska Jigar Hai
Jaha Teri Ye Nazar Hai, Meri Ja Mujhe Khabar Hai

Chal Ye Banda Aisi Hi Chal Jaye
Band Ho Muthi Arey Chij Nikal Jaye
Gili Gili Gili Gili Gili Gili
Arey, Chal Ye Banda Aisi Hi Chal Jaye
Band Ho Muthi Arey Chij Nikal Jaye
Ye Bhi Karishma Dekh Idhar Hai
Ha, Ye Bhi Karishma Dekh Idhar Hai
Jaha Teri Ye Nazar Hai, Meri Ja Mujhe Khabar Hai
Jaha Teri Ye Nazar Hai, Meri Ja Mujhe Khabar Hai
Bach Na Saka Koi Aaye Kitne, Lambe Hai Mere Hath Itne
Dekh Idhar Yaar Dhyan Kidhar Hai
Arey, Dekh Idhar Yaar Dhyan Kidhar Hai

Song Lyrics in Hindi Font/Text

जहाँ तेरी ये नज़र है मेरी जाँ मुझे ख़बर है
बच न सका कोई, आये कितने
लम्बे हैं मेरे हाथ इतने
देख इधर यार, ध्यान किधर है
जहाँ तेरी ये नज़र है …

क्यों नहीं जानी तू ये समझता
काम नहीं ये है तेरे बस का
कुकुड़ु कुकू!
होश में आ जा ध्यान किधर है
जहाँ तेरी ये नज़र है …

मेरी तरफ़ जो उठा है तन के
कट के वही हाथ गिरा बदन से
सामने आये किस का जिगर है
जहाँ तेरी ये नज़र है …

चाल ये बन्दा ऐसी भी चल जाये
बन्द हो मुट्ठी और चीज़ निकल जाये
गिलि-गिलि-गिली गिल-गिल-गिल
ये भी करिश्मा देख इधर है
जहाँ तेरी ये नज़र है …

Leave A Reply

Your email address will not be published.