Take a fresh look at your lifestyle.

Jane Kahan Gaye Woh Din Lyrics

0

Jane Kahan Gaye Woh Din

Sad song from the movie Mera Naam Joker starring Raj Kapoor and Simi Garewal. The film was released in the year 1970. Music was composed by Shankar Jaikishan and lyrics were penned by Hasrat Jaipuri.

Movie Details

Movie: Mera Naam Joker

Singer/Singers: Mukesh

Music Director: Shankar Jaikishan

Lyricist: Hasrat Jaipuri

Actors/Actresses: Raj Kapoor and Simi Garewal

Year/Decade: 1970

Music Label: Shemaroo

Song Lyrics in English Text

Jane Kaha Gaye Vo Din, Kahte The Teri Raah Me
Nazro Ko Ham Bichhaenge
Jane Kaha Gaye Vo Din, Kahte The Teri Raah Me
Nazro Ko Ham Bichhaenge
Chahe Kahi Bhi Tum Raho, Chahenge Tumko Umr Bhar
Tumko Na Bhul Paenge

Mere Kadam Jaha Pade, Sajde Kiye The Yaar Ne
Mere Kadam Jaha Pade, Sajde Kiye The Yaar Ne
Mujhko Rula Rula Diya, Jati Hui Bahar Ne
Jane Kaha Gaye Vo Din, Kahte The Teri Raah Me
Nazro Ko Ham Bichhaenge
Chahe Kahi Bhi Tum Raho, Chahenge Tumko Umr Bhar
Tumko Na Bhul Paenge

Apani Nazar Me Aaj Kal, Din Bhi Andheri Raat Hai
Apani Nazar Me Aaj Kal, Din Bhi Andheri Raat Hai
Saya Hi Apne Sath Tha, Saya Hi Apne Sath Hai
Jane Kaha Gaye Vo Din, Kahte The Teri Raah Me
Nazro Ko Ham Bichhaenge
Chahe Kahi Bhi Tum Raho, Chahenge Tumko Umr Bhar
Tumko Na Bhul Paenge

Kal Khel Me Hum Ho Na Ho Gardish Me Tare Rahenge Sada
Kal Khel Me Hum Ho Na Ho Gardish Me Tare Rahenge Sada
Bhuloge Ke Tum, Bhulenge Vo
Par Hum Tumhare Rahenge Sada
Rahenge Yahi Apne Nisha, Iske Siva Jana Kahan
Ji Chahe Jab Humko Aawaz Do
Hum Hai Wahi Hum The Jaha
Apne Yahi Dono Jaha Iske Siva Jana Kahan
Kal Khel Me Hum Ho Na Ho Gardish Me Tare Rahenge Sada
Kal Khel Me Hum Ho Na Ho Gardish Me Tare Rahenge Sada
Bhuloge Ke Tum, Bhulenge Vo
Par Hum Tumhare Rahenge Sada
Rahenge Yahi Apne Nisha, Iske Siva Jana Kahan
Jeena Yaha Marna Yaha, Iske Siva Jana Kahan
Jeena Yaha Marna Yaha, Iske Siva Jana Kahan
Jeena Yaha Marna Yaha, Iske Siva Jana Kahan

Song Lyrics in Hindi Font/Text

जाने कहाँ गए वो दिन, कहते थे तेरी राह में
नज़रों को हम बिछाएंगे
चाहे कहीं भी तुम रहो, चाहेंगे तुमको उम्र भर
तुमको ना भूल पाएंगे
जाने कहाँ गए वो दिन …

मेरे कदम जहाँ पड़े, सजदे किये थे यार ने – २
मुझको रुला रुला दिया, जाती हुई बहार ने
जाने कहाँ गए वो दिन …

अपनी नज़र में आज कल, दिन भी अंधेरी रात है – २
साया ही अपने साथ था, साया ही अपने साथ है
जाने कहाँ गए वो दिन …

इस दिल के आशियान में बस उनके ख़याल रह गये
तोड़ के दिल वो चल दिये, हम फिर अकेले रह गये
जाने कहाँ गए वो दिन …

Leave A Reply

Your email address will not be published.