Take a fresh look at your lifestyle.

Jin Raaton Ki Bhor Nahin Hai Lyrics

0

jin raaton ki bhor nahi

Romantic song from the movie Door Gagan Ki Chaon Mein starring Kishore Kumar, Amit Kumar, Supriya Chowdhury. The film was released in the year 1964. Music was composed by Kishore Kumar and lyrics were penned by Shailendra.

Movie Details

Movie: Door Gagan Ki Chaon Mein

Singer/Singers: Kishore Kumar

Music Director: Kishore Kumar

Lyricist: Shailendra

Actors/Actresses: Kishore Kumar, Amit Kumar, Supriya Chowdhury

Year/Decade: 1964

Music Label: Shailendra

Song Lyrics in English Text

Jin Raato Ki Bhor Nahi Hain
Aaj Aisi Hi Raat Aayi
Jin Raato Ki Bhor Nahi Hain
Aaj Aisi Hi Raat Aayi
Bojh Se Gam Ke Dub Gaya Dil
Sagaar Ki Hain Gahrai

Raat Ke Taaro Tum Hi Bata Do
Meri Wo Manzil Hain Kahan
Raat Ke Taaro Tum Hi Bata Do
Meri Wo Manzil Hain Kahan
Pagal Bankar Jiske Liye Main
Kho Baitha Hu Dono Jahan
Pagal Bankar Jiske Liye Main
Kho Baitha Hu Dono Jahan
Jin Raato Ki Bhor Nahi Hain
Aaj Aisi Hi Raat Aayi

Raah Kisi Ki Huyi Na Roshan
Jalna Mera Bekaar Gaya
Raah Kisi Ki Huyi Na Roshan
Jalna Mera Bekaar Gaya
Lut Gayi Taqdeer Mujhe
Main Jeet Ke Baazi Haar Gaya
Lut Gayi Taqdeer Mujhe
Main Jeet Ke Baazi Haar Gaya
Jin Raato Ki Bhor Nahi Hain
Aaj Aisi Hi Raat Aayi
Bojh Se Gam Ke Dub Gaya Dil
Sagaar Ki Hain Gahrai
Jin Raato Ki

Song Lyrics in Hindi Font/Text

जिन रातों की भोर नहीं है
आज ऐसी ही रात आई
जिन रातों की भोर नहीं है
आज ऐसी ही रात आई
जो जिस ग़म में डूब गया है
सागर की है गहराई

रात के टारो तुम ही बताओ
मेरी वो मज़िल है कहाँ
रात के टारो तुम ही बताओ
मेरी वो मज़िल है कहाँ
पागल बनकर जिसके लिए मैं
खो बैठा हूँ दोनों जहां
पागल बनकर जिसके लिए मैं
खो बैठा हूँ दोनों जहां
जिन रातों की भोर नहीं है
आज ऐसी ही रात आई

राह किसी की हुई न रोशन
जलना मेरा बेकार गया
राह किसी की हुई न रोशन
जलना मेरा बेकार गया
लुट गई तक़दीर मुझे मैं
जित के बाज़ी हार गया
लुट गई तक़दीर मुझे मैं
जित के बाज़ी हार गया
जिन रातों की भोर नहीं है
आज ऐसी ही रात आई
जो जिस ग़म में डूब गया है
सागर की है गहराई

Leave A Reply

Your email address will not be published.