Take a fresh look at your lifestyle.

Kisi Ne Bhi Dulhan, Song Lyrics

0 334
Kisi Ne Bhi Dulhan
Kisi Ne Bhi Dulhan Song Lyrics

Kisi Ne Bhi Dulhan, Song Lyrics from Movie Sultan-e-deccan Banda Nawaz. This Song sung by . Music given by & Lyrics written by . Star cast of this movie are Yusuf Kamal, Farhat Choudhary, Zeenat ShahFilm Director: Malik AnwarFilm Producer: S A GhaffarExternal Links: Sultan-e-deccan Banda Nawaz at IMDB

Movie Details

Movie: Sultan-e-deccan Banda Nawaz

Singer/Singers:

Music Director:

Lyricist:

Actors/Actresses: Yusuf Kamal, Farhat Choudhary, Zeenat ShahFilm Director: Malik AnwarFilm Producer: S A GhaffarExternal Links: Sultan-e-deccan Banda Nawaz at IMDB

Year/Decade: 1982

Music Label: Saregama Music

Song Lyrics in English Text

Har Raat Mere Husan Ka Sajta Hai Bazaar
Dekhiye Ye Sab Hai Mere Khareedar
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko
Haathon Mein Kangana Pehnaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko

Ye Raat Ke Mehma Hai Ye Mere Kadardaa Hai
Ye Raat Ke Mehma Hai Ye Mere Kadardaa Hai
Maa Maal-e-jigar Kar De Maa Maal-e-jigar Kar De
Ye Aise Meherba Hai
Ye Hai Saiyyan Mere Ye Hai Rasiya Mere
Ye Hai Saajan Mere Ye Hai Balam Mere
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko

Vo Aaye Hai Mehfil Mein Yun Banke Tamashaai
Vo Aaye Hai Mehfil Mein Yun Banke Tamashaai
Kya Paaoge Tum Iss Jo Kya Paaoge Tum Iss Jo
Ae Khushiyon Ke Saudaai
Ye Hai Deewane Mere Ye Hai Mastane Mere
Main Hun Shamma Inki Ye Hai Parwane Mere
Karun Kya Ke Jal Jal Ke Jeena Hai Mujhko
Karun Kya Ke Jal Jal Ke Jeena Hai Mujhko

Apna Bana Ke Mujhe Apno Ne Loota
Sitam Gar Salaamat Rahe Dil Apna Hi Toota
Zamaane Ne Aise Rulaya Hai Mujhko
Zamaane Ne Aise Rulaya Hai Mujhko
Sataaya Hai Mujhko Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko
Haathon Mein Kangana Pehnaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko
Kisi Ne Bhi Dulhan Banaya Na Mujhko

Song Lyrics in Hindi Text

हर रात मेरे हुस्न का
सझता हैं बाज़ार
देखिये यह सब है
मेरे खरीदार

किसी ने भी दुल्हन बनाया न मुझको
किसी ने भी दुल्हन बनाया न मुझको
हो हो..हाथों में कंगन न पहनाये न मुझको
किसी ने भी दुल्हन बनाया न मुझको
किसी ने भी दुल्हन बनाया न मुझको

यह रात के मेहमान है ये मेरे कदरदान है
यह रात के मेहमान है ये मेरे कदरदान है
पामाल जिगर करदे
पामाल जिगर करदे यह ऐसे मेहरबान है
यह है सैय्यन मेरे यह है रसियां मेरे
यह है साजन मेरे यह है बालम मेरे
किसी ने भी अपना बनाया न मुझको
किसी ने भी अपना बनाया न मुझको

वह आये हैं महफ़िल में यूँ बनके तमाशाई
वह आये हैं महफ़िल में यूँ बनके तमाशाई
क्या पाओगे तुम इस तरह
क्या पाओगे तुम इस तरह ए खुशियों के सौदाई
यह है दीवाने मेरे यह है मस्तानी में
मैं हूँ शम्मा इन की ये है परवाने मेरे
करून क्या के झल झल के देना है मुझको
करून क्या के झल झल के देना है मुझको

अपना बना के मुझे अपनों ने लूटा
सितम घर सलामत रहे दिल अपना ही टुटा
ज़माने ने ऐसे रुलाया है मुझको
ज़माने ने ऐसे रुलाया है मुझको
सताया हैं मुझको
किसी ने भी दुल्हन बनाया न मुझको
हो हो..हाथों में कंगन न पहनाये न मुझको
किसी ने भी दुल्हन बनाया न मुझको
किसी ने भी दुल्हन बनाया न मुझको.

Leave A Reply

Your email address will not be published.