Love Love Love Kya Cheez Hai Lyrics
Song Lyrics from the movie Love Breakups Zindagi starring Zayed Khan, Dia Mirza, Cyrus Sahukar, Tisca Chopra, Satyadeep Mishra, Vaibhav Talwar, Auritra Ghosh, Umang Jain, Farida Jalal, Pallavi Sharda, Shabana Azmi, Boman Irani, Shahrukh Khan, Riteish Deshmukh, Soni Razdan, Kamini Khanna. The film was released in the year 2011. Music was composed by Salim Merchant, Sulaiman Merchant and lyrics were penned by Javed Akhtar.
Movie Details
Movie: Love Breakups Zindagi
Singer/Singers: Salim Merchant, Shraddha Pandit, Shreya Ghoshal, Sonu Nigam, Benny Dayal, Shruti Pathak, Shafqat Amanat Ali
Music Director: Salim Merchant, Sulaiman Merchant
Lyricist: Javed Akhtar
Actors/Actresses: Zayed Khan, Dia Mirza, Cyrus Sahukar, Tisca Chopra, Satyadeep Mishra, Vaibhav Talwar, Auritra Ghosh, Umang Jain, Farida Jalal, Pallavi Sharda, Shabana Azmi, Boman Irani, Shahrukh Khan, Riteish Deshmukh, Soni Razdan, Kamini Khanna
Year/Decade: 2011
Music Label: T-Series
Song Lyrics in English Text
Jage Jage Soye Soye Hum Rahe
Zara Zara Khoye Khoye Hum Rahe
Chahato Ke Dil Me Dooboye Rahe
Love Love Love Kya Cheez Hai
Jage Jage Soye Soye Hum Rahe
Zara Zara Khoye Khoye Hum Rahe
Chahato Ke Dil Me Dooboye Rahe
Love Love Love Kya Cheez Hai
Rang Hawa Me Khushbu Hai Bato Me
Kitni Narmi Hai Mausam Ke Haatho Me
Jane Love Love Love Love Kyu Ho Jata Hai
Tumko Jo Pata Ho To Bata Do Mai To Janu Na
Jane Love Love Love Love Kyu Ho Jata Hai
Tumko Jo Pata Ho To Bata Do Mai To Janu Na
Janu Na Kya Ye Pyar Hai
Can You Feel It Tell Me, Love Love
Sanso Me Hai Jaise Jazbat Se Ghule
Aankho Me Hai Tere Sapne Ke Bulbule
Naya Naya Sa Hai Andaz Shaam Ka
Sara Ye Sama Hai Iss Dil Ke Kaam Ka
Rang Hawa Me Khushbu Hai Bato Me
Kitni Narmi Hai Mausam Ke Haatho Me
Jane Love Love Love Love Kyu Ho Jata Hai
Tumko Jo Pata Ho To Bata Do Mai To Janu Na
Jane Love Love Love Love Kyu Ho Jata Hai
Tumko Jo Pata Ho To Bata Do Mai To Janu Na
Ho Dhadkan Dhadkan Kuch Ga Raha Hai Dil
Tum Jo Sath Ho To Behka Raha Hai Dil
Dekho Dekho Tumko Kuch Hosh Bhi Rahe
Dil Se Ye Keh Do Khamosh Bhi Rahe
Rang Hawa Me Khushbu Hai Bato Me
Kitni Narmi Hai Mausam Ke Haatho Me
Jane Love Love Love Love Kyu Ho Jata Hai
Tumko Jo Pata Ho To Bata Do Mai To Janu Na
Jane Love Love Love Love Kyu Ho Jata Hai
Tumko Jo Pata Ho To Bata Do Mai To Janu Na
Mai To Janu Na, Love Love Love Kya Cheez Hai