Madhuban Kushbu Deta Hai Lyrics
Song Lyrics from the movie Saajan Bina Suhagan starring Rajendra Kumar, Nutan, Vinod Mehra, Kasturi, Padmini Kolhapure, Aarti Chopra, Shreeram Lagoo. The film was released in the year 1978. Music was composed by Usha Khanna and lyrics were penned by Indeevar, Sawan Kumar Tak.
Movie Details
Movie: Saajan Bina Suhagan
Singer/Singers: Aarti, Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Chandrani Mukherjee, Dilraj Kaur, Mohammed Rafi, Shivangi, Suman Kalyanpur, Suresh Wadkar, Vijay Yesudas
Music Director: Usha Khanna
Lyricist: Indeevar, Sawan Kumar Tak
Actors/Actresses: Rajendra Kumar, Nutan, Vinod Mehra, Kasturi, Padmini Kolhapure, Aarti Chopra, Shreeram Lagoo
Year/Decade: 1978
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
Madhuban Khushbu Deta Hai, Sagar Sawan Deta Hai
Jina Uska Jina Hai, Jo Auro Ko Jiwan Deta Hai
Madhuban Khushbu Deta Hai
Suraj Na Ban Paye To Ban Ke Deepak Jalta Chal
Suraj Na Ban Paye To Ban Ke Deepak Jalta Chal
Phul Mile Ya Angare, Sach Ki Raho Pe Chalta Chal
Sach Ki Raho Pe Chalta Chal
Pyar Dilo Ko Deta Hai, Ashko Ko Daman Deta Hai
Jina Uska Jina Hai, Jo Auro Ko Jiwan Deta Hai
Madhuban Khushbu Deta Hai, Sagar Sawan Deta Hai
Madhuban Khushbu Deta Hai
Chalti Hai Laharake Pawan Ke Sans Sabhi Ki Chalti Rahe
Chalti Hai Laharake Pawan Ke Sans Sabhi Ki Chalti Rahe
Logo Ne Tyag Diye Jiwan, Ke Preet Dilo Me Palti Rahe
Ke Preet Dilo Me Palti Rahe
Dil Wo Dil Hai Jo Auro Ko, Apni Dhadkan Deta Hai
Jina Uska Jina Hai, Jo Auro Ko Jiwan Deta Hai
Madhuban Khushbu Deta Hai, Sagar Sawan Deta Hai
Madhuban Khushbu Deta Hai
Song Lyrics in Hindi Text
मधुबन खुशबू देता है, सागर सावन देता है
जीना उसका जीना है, जो औरों को जीवन देता है
मधुबन …
सूरज न बन पाए तो, बनके दीपक जलता चल -२
फूल मिलें या अँगारे, सच की राहों पे चलता चल -२
प्यार दिलों को देता है, अश्कों को दामन देता है
जीना उसका जीना है, जो औरों को जीवन देता है
मधुबन …
चलती है लहराके पवन, के साँस सभी की चलती रहे -२
लोगों ने त्याग दिये जीवन, के प्रीत दिलों में पलती रहे -२
दिल वो दिल है जो औरों को, अपनी धड़कन देता है
जीना उसका जीना है, जो औरों को जीवन देता है
मधुबन …