Mere Mehboob Mere Sanam Lyrics
Very Romantic song from movie Duplicate starring Shahrukh Khan, Juhi Chawla & Sonali Bendre. Music composed by Anu Malik & lyrics by Javed Akhtar.
Movie Details
Movie: Duplicate
Singer/Singers: Udit Narayan, Alka Yagnik
Music Director: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
Actors/Actresses: Shahrukh Khan, Juhi Chawla, Sonali Bendre
Year/Decade: 1998
Music Label: Saregama
Song Lyrics in English Text
Kab Maine Ye Socha Tha Kab Maineye Jaana Tha
Tum Itna Badal Jaogetum Itna Mujhe Chahoge
Tum Itna Pyaar Karoge Tum Yoon Ikraar Karoge
Mere Mehboob Mere Sanam Shukriya Meherbaani Karam
Mere Mehboob Mere Sanam Shukriya Meherbaani Karam
Kab Maine Ye Socha Tha Kab Maineye Jaana Tha
Tum Itna Badal Jaoge Tum Itna Mujhe Chahoge
Tum Itna Pyaar Karoge Tum Yoon Ikraar Karoge
Mere Mehboob Mere Sanam Shukriya Meherbaani Karam
Mere Mehboob Mere Sanam Shukriya Meherbaani Karam
Aankhon Mein Jo Narmi Hai Pehle To Nahin Thi
Saanson Mein Jo Garmi Hai Pehle To Nahin Thi
Pehle To Na Yoon Chhayi Thi Zulfon Ki Ghatayein
Pehle To Na Yoon Chhayi Thi Zulfon Ki Ghatayein
Pehle To Na Yoon Mehki Thi Aanchal Hi Havayein
Pehle To Na Aati Thi Tumko Ye Adayein
Aaj Kitne Haseen Hai Sitam Shukriya Meherbaani Karam
Mere Mehboob Mere Sanam Shukriya Meherbaani Karam
Tum Par Mere Pyaar Ka Jaadu Pehle To Nahin Tha
Dil Jaisa Hai Beqaabu Pehle To Nahin Tha
Pehle To Nahin Hoti Thi Yoon Pyaar Ki Baatein
Pehle To Nahin Hoti Thi Yoon Pyaar Ki Baatein
Hairaan Hoon Main Sunkar Sarkaar Ki Baatein
Ikraar Ki Baatein Ho Ya Inkaar Ki Baatein
Baat Chhedi To Hai Kam Se Kam
Shukriya Meherbaani Karam
Mere Mehboob Mere Sanam
Shukriya Meherbaani Karam
Kab Maine Ye Socha Tha
Kab Maineye Jaana Tha
Tum Itna Badal Jaoge
Tum Itna Mujhe Chahoge
Tum Itna Pyaar Karoge
Tum Yoon Ikraar Karoge
Mere Mehboob Mere Sanam
Shukriya Meherbaani Karam
Ho Mere Mehboob Mere Sanam
Shukriya Meherbaani Karam
Song Lyrics in Hindi Font/Text
कब मैने ये सोचा था कब मैने ये जाना था
तुम इतने बदल जाओगे तुम इतना मुझे चाहोगे
तुम इतना प्यार करोगे तुम यूं इकरार करोगे
मेरे महबूब मेरे सनम शुक्रिया मेहरबानी करम
कब मैने ये सोचा …
आँखों में जो नर्मी है पहले तो नहीं थी
साँसों में जो गर्मी है पहले तो नहीं थी
पहले तो ना यूँ छाईं थीं ज़ुल्फ़ों की घटाएं
पहले तो ना यूँ महकी थीं आंचल की हवाएं
पहले तो नहीं आती थीं तुमको ये अदाएं
आज कितने हसीं हैं सितम
शुक्रिया मेहरबानी …
तुम पर मेरे प्यार का जादू पहले तो नहीं था
दिल जैसा है बेकाबू पहले तो नहीं था
पहले तो नहीं होती थीं यूं प्यार की बातें
हैरान हूँ मैं सुन के सरकार की बातें
इकरार की बातें हों या इंकार की बातें
बात छेड़ी तो है कम से कम
शुक्रिया मेहरबानी …