Mohammad Shah Rangile Re, Song Lyrics
Mohammad Shah Rangile Re, Song Lyrics from Movie Nadir Shah. This Song sung by Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi, Asha Bhosle, Suman Kalyanpur, Manna Dey. Music given by S N Tripathi & Lyrics written by Majrooh Sultanpuri. Star cast of this movie are Feroz Khan, Naaz, Sheikh Mukhtar, Murad, Minoo, Mumtaz, Hiralal
Movie Details
Movie: Nadir Shah
Singer/Singers: Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi, Asha Bhosle, Suman Kalyanpur, Manna Dey
Music Director: S N Tripathi
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Actors/Actresses: Feroz Khan, Naaz, Sheikh Mukhtar, Murad, Minoo, Mumtaz, Hiralal
Year/Decade: 1968
Music Label: Saregama Music
Song Lyrics in English Text
Mohammad Shah Rangeele Re
Mohammad Shah Rangeele Re
Sajna
Tum Bin Main Ka
Ab Din Ratiyaan
Kachhu Na Suhaawe
Mohammad Shah Rangeele Re
Mohammad Shah Rangeele Re
Sajna
Tum Bin Main Ka
Ab Din Ratiyaan
Kachhu Na Suhaawe
Mohammad Shah Rangeele
Agar Nikal Ke Teri Bazm Se Kahin Chaliye
Aa Aa Agar Nikal Ke Teri Bazm Se Kahin Chaliye
To Baar Baar Ye Kehta Hai Dil
Wahin Chaliye
O O O O
Isiliye To Ye Mehfil Sajaaye Baithe Hain
Isiliye To Ye Mehfil Sajaaye Baithe Hain
Ke Hum Charaag Nahin Dil Jalaye Baithe Hain
Aaaa
Mohammad Shah Rangeele Re
Sajna
Tum Bin Main Ka
Ab Din Ratiyaan
Kachhu Na Suhaawe
Mohammad Shah Rangeele
Ye Baat Kyaa Hai Ki Dil Jab Se Teri Chaah Mein Hai
Ye Baat Kyaa Hai Ki Dil Jab Se Teri Chaah Mein Hai
Kahin Wo Rang Nahin
Jo Teri Niagaah Mein Hai
Aaaa
Meri Nazar Mein Nahin Qatl O Khoon Ke Afsaane
Meri Nazar Mein Nahin Qatl O Khoon Ke Afsaane
Chhalak Rahe Hain Yahan
Rang O Boo Ke Paimaane
Aaaa
Mohammad Shah Rangeele Re
Sajna
Tum Bin Main Ka
Ab Din Ratiyaan
Kachhu Na Suhaawe
Mohammad Shah Rangeele
Idhar Na Dekhoge Kab Tak Sajan Kaho To Sahee
Aa Idhar Na Dekhoge Kab Tak Sajan Kaho To Sahee
Lagi Huyi Hai Ye Kiski Lagan
Kaho To Sahee
Aaaa
Main Dhundhta Hoon Wo Ek Geet Zindagi Ke Liye
Main Dhundhta Hoon Wo Ek Geet Zindagi Ke Liye
Ke Zindagi Bane Sangeet Aadmi Ke Liye
Aaaa
Mohammad Shah Rangeele Re
Sajna
Tum Bin Main Ka
Ab Din Ratiyaan
Kachhu Na Suhaawe
Mohammad Shah Rangeele
Song Lyrics in Hindi Text
मोहम्मद शाह रंगीले रे
मोहम्मद शाह रंगीले रे
साजना तुम बिन मैं का
अब दिन रतियाँ
कछु न सुहावे
मोहम्मद शाह रंगीले रे
मोहम्मद शाह रंगीले रे
साजना तुम बिन मैं का
अब दिन रतियाँ
कछु न सुहावे
मोहम्मद शाह रंगीले
अगर निकल के तेरी
बज़्म से कहीं चलिए
अगर निकल के तेरी
बज़्म से कहीं चलिए
तो बार बार ये कहता है दिल
वहीँ चलिए
इसी लिए तो ये महफ़िल
सजाए बैठे हैं
इसी लिए तो ये महफ़िल
सजाए बैठे हैं
के हम चराग नहीं
दिल जलाये बैठे हैं
आए आए आए आए
मोहम्मद शाह रंगीले रे
साजना तुम बिन मैं का
अब दिन रतियाँ
कछु न सुहावे
मोहम्मद शाह रंगीले
ये बात क्या है की दिल
जब से तेरी चाह में है
ये बात क्या है की दिल
जब से तेरी चाह में है
कहीं वो रंग नहीं
जो तेरी निजगाह में है
मेरी नज़र में नहीं
क़त्ल ओ खून के अफ़साने
मेरी नज़र में नहीं
क़त्ल ओ खून के अफ़साने
छलैक रेट हैं यहां
रंग ो बू के पैमाने
आए आए आए
मोहम्मद शाह
रंगीली रे सजना
तुम बिन मैं का
अब दिन रतियाँ
कछु न सुहावे
मोहम्मद शाह रंगीले
इधर न देखोगे कब तक
साजन कहो तो सही
इधर न देखोगे कब तक
साजन कहो तो सही
लगी हुई है ये किसकी
लगन कहो तो सही
मैं ढूंढता हूँ
वो एक गीत ज़िन्दगी के लिए
मैं ढूंढता हूँ
वो एक गीत ज़िन्दगी के लिए
के ज़िन्दगी बने संगीत
आदमी के लिए
आए आए आए
मोहम्मद शाह रंगीले रे
साजना तुम बिन मैं का
अब दिन रतियाँ कछु न सुहावे
मोहम्मद शाह रंगीले.