Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics
Song Lyrics from the movie Dil Tera Deewana starring Shammi Kapoor, Mala Sinha, Shobha Khote, Mehmood, Omprakash, Pran, Mohan Choti, Ulhas, Mumtaz Begum, Manmohan Krishan. The film was released in the year 1962. Music was composed by Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal and lyrics were penned by Hasrat Jaipuri, Shailendra.
Movie Details
Movie: Dil Tera Deewana
Singer/Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music Director: Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal
Lyricist: Hasrat Jaipuri, Shailendra
Actors/Actresses: Shammi Kapoor, Mala Sinha, Shobha Khote, Mehmood, Omprakash, Pran, Mohan Choti, Ulhas, Mumtaz Begum, Manmohan Krishan
Year/Decade: 1962
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
(mujhe Kitna Pyar Hai Tumse, Apne Hee Dil Se Puchho Tum
Jisase Dil Diya Hai Woh Tum Ho, Meree Jindagee Tumharee Hai) – (2)
Chahat Ne Teree Mujhko Kuchh Iss Tarah Ghera
Din Ko Hai Tere Charche Rato Ko Khwab Tera
Tum Ho Jahan Hai Wahee Par, Rehta Hai Dil Bhee Mera
Bas Ek Khayal Tera Kya, Sham Kya Savera
Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse, Apne Hee Dil Se Puchho Tum
Jisse Dil Diya Hai Woh Tum Ho, Meree Jindagee Tumharee Hai
Yeh Duniya Kaise Badalee Kuchh Bhee Samajh Na Aaye
Kyon Kar Huye Woh Apne Kal Tak The Jo Paraye
Dil Kee Lagan Ho Sacchee Phir Kyon Na Rang Laye
Mere The Tum Sada Se Par Abb Kareeb Aaye
Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse, Apne Hee Dil Se Puchho Tum
Jisse Dil Diya Hai Woh Tum Ho, Meree Jindagee Tumharee Hai
Meree Wafa Ko Abb Toh Tum Aajmana Chhod O
Dil Ko Churake Mere Aankhe Churana Chhod O
Mujh Ko Banane Apna Bate Banana Chhod O
Mai Kab Na Thee Tumharee Lekin Satana Chhod O
(mujhe Kitna Pyar Hai Tumse, Apne Hee Dil Se Puchho Tum
Jisse Dil Diya Hai Woh Tum Ho, Meree Jindagee Tumharee Hai) – (2)
Song Lyrics in Hindi Text
मुझे कितना प्यार है तुम से, अपने ही दिल से पूछो तुम
जिसे दिल दिया है वो तुम हो, मेरी ज़िन्दगी तुम्हारी है
चाहत ने तेरी मुझ को कुछ इस तरह से घेरा
दिन को हैं तेरे चर्चे, रातों को ख्वाब तेरा
तुम हो जहाँ वही पर, रहता है दिल भी मेरा
बस एक ख़याल तेरा, क्या शाम क्या सवेरा
ये दुनिया कैसे बदली, कुछ भी समझ ना आये
क्यो कर हुये वो अपने, कल तक थे जो पराये
दिल की लगन हो सच्ची, फिर क्यो ना रंग लाये
मेरे थे तुम सदा से, पर अब करीब आये
मेरी वफ़ा को अब तो, तुम आजमाना छोड़ो
दिल को चुरा के मेरे, आँखे चुराना छोड़ो
मुझ को बना के अपना, बाते बनाना छोड़ो
मैं कब ना थी तुम्हारी, लेकिन सताना छोड़ो