Nuktaachin Hai Gam E Dil | नुक्ताचीं है ग़म-इ-दिल song lyrics
Nuktaachin Hai Gam E Dil Usako Sunaaye Na Bane (K L Saigal), Song Lyrics from Movie Yahudi Ki Ladki. This Song sung by Kundan Lal Saigal. Music given by Pankaj Mullick & Lyrics written by Agha Hashar Kashmiri , Mirza Ghalib. Star cast of this movie are K L Sehgal, Ratan Bai, Tara, Ghulam, Mohd Nawab, Kumar, Hamid, Radharani, Phari Sanyal, Nemo
Movie Details
Movie: Yahudi Ki Ladki
Singer/Singers: Kundan Lal Saigal
Music Director: Pankaj Mullick
Lyricist: Agha Hashar Kashmiri , Mirza Ghalib
Actors/Actresses: K L Sehgal, Ratan Bai, Tara, Ghulam, Mohd Nawab, Kumar, Hamid, Radharani, Phari Sanyal, Nemo
Year/Decade: 1933
Music Label: Saregama Music
Song Lyrics in English Text
Nuktaachi Hai, Gam-e-dil Usko Sunaaye Na Bane
Kya Bane Baat Jahaan Baat Banaaye Na Bane
Kya Bane Baat Jahaan Baat Banaaye Na Bane
Mai Bulata To Hu Usko Magar Ai Jazbaa-e-dil
Mai Bulata To Hu Usko Magar Ai Jazbaa-e-dil
Us Pe Ban Jaaye Kuchh Aisi
Us Pe Ban Jaaye Kuchh Aisi Ki Bin Aaye Na Bane
Us Pe Ban Jaaye Kuchh Aisi Ki Bin Aaye Na Bane
Nuktaachi Hai, Gam-e-dil Usko Sunaaye
Bojh Wo Sar Pe Gira
Bojh Wo Sar Se Gira Hai, Ki Uthaaye Na Uthe
Kaam Wo Aan Pada Hai Ke Banaaye Na Bane
Kaam Wo Aan Pada Hai Ke Banaaye Na Bane
Nuktaachi Hai, Gam-e-dil Usko Sunaaye
Ishq Par Zor Nahi
Ishq Par Zor Nahi Hai Ye Vo Aatish Gaalib
Ke Lagaaye Na Lage
Ke Lagaaye Na Lage Aur Bujhaaye Na Bane
Ke Lagaaye Na Lage Aur Bujhaaye Na Bane
Nuktaachi Hai, Gam-e-dil Usko Sunaaye
Song Lyrics in Hindi Text
नुक्ताचीं है ग़म-इ-दिल
उसको सुनाये न बने
क्या बने बात जहां
बात बनाये न बने
क्या बने बात जहां
बात बनाये न बने
मैं बुलाता तो हूँ
उसको मगर ऐ जज़बा-इ-दिल
मैं बुलाता तो हूँ
उसको मगर ऐ जज़बा-इ-दिल
उस पे बन जाए कुछ ऐसी
उस पे बन जाए कुछ
ऐसी की बिन आए न बने
उस पे बन जाए कुछ
ऐसी की बिन आए न बने
नुक्ताचीं है ग़म-इ-दिल
उसको सुनाये
बोझ वो सर पे गिरा आए
बोझ वह सर से गिरा
है कि उठाये न उठे
काम वो आन पड़ा
है के बनाये न बने
काम वो आन पड़ा
है के बनाये न बने
नुक्ताचीं है ग़म-इ-दिल
उसको सुनाये
इश्क़ पर ज़ोर नहीं
इश्क़ पर ज़ोर नहीं है
ये वो आतिश ग़ालिब
के लगाए ना लगे
के लगाए ना लगे
और बुझाए न बने
के लगाए ना लगे
और बुझाए न बने
नुक्ताचीं है ग़म-इ-दिल
उसको सुनाये.