Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke Lyrics
Motivational song from the movie Imtihan starring Vinod Khanna. The film was released in the year 1974. Music was composed by Laxmikant Pyarelal and lyrics were penned by Majrooh Sultanpuri.
Movie Details
Movie: Imtihan
Singer/Singers: Kishore Kumar
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Actors/Actresses: Vinod Khanna
Year/Decade: 1974
Music Label: Saregama India Ltd.
Song Lyrics in English Text
Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke
Kaanton Pe Chalke
Milenge Saaye Bahaar Ke
Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke
Kaanton Pe Chalke
Milenge Saaye Bahaar Ke
O Raahi, O Raahi (4)
Sooraj Dekh Ruk Gaya Hai
Tere Aage Jhuk Gaya Hai
Sooraj Dekh Ruk Gaya Hai
Tere Aage Jhuk Gaya Hai
Jab Kabhi Aise Koi Mastana
Nikle Hai Apni Dhun Mein Deewana
Shaam Suhani Ban Jaate Hain
Din Intezar Ke
O Raahi, O Raahi (2)
Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke
Kaanton Pe Chalke
Milenge Saaye Bahaar Ke
O Raahi, O Raahi (4)
Sathi Na Karvan Hai
Yeh Tera Imtihaan Hai
Sathi Na Karvan Hai
Yeh Tera Imtihaan Hai
Yoon Hi Chala Chal Dil Ke Sahare
Karti Hai Manzil Tujhko Ishare
Dekh Kahin Koi Rok Nahin Le
Tujhko Pukaar Ke
O Raahi, O Raahi (2)
Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke
Kaanton Pe Chalke
Milenge Saaye Bahaar Ke
O Raahi, O Raahi X 4
Nain Aansu Jo Liye Hain
Yeh Raahon Ke Diye Hain
Nain Aansu Jo Liye Hain
Yeh Raahon Ke Diye Hain
Logon Ko Unka Sab Kuchh Deke
Tu To Chala Tha Sapne Hi Leke
Koi Nahin To Tere Apne Hain
Sapne Yeh Pyaar Ke
O Raahi, O Raahi
Ruk Jana Nahin Tu Kahin Haar Ke
Kaanton Pe Chalke
Milenge Saaye Bahaar Ke
O Raahi, O Raahi (4)
Song Lyrics in Hindi Font/Text
रुक जाना नहीं तू कहीं हार के
काँटों पे चल के मिलेंगे साये बहार के
ओ राही, ओ राही
सूरज देख रुक गया है
तेरे आगे झुक गया है
जब कभी ऐसे कोई मस्ताना
निकले है अपनी धुन में दीवाना
शाम सुहानी बन जाते हैं दिन इंतज़ार के
ओ राही, ओ राही…
साथी न कारवां है
ये तेरा इम्तिहां है
यूँ ही चला चल दिल के सहारे
करती है मंज़िल तुझको इशारे
देख कहीं कोई रोक नहीं ले तुझको पुकार के
ओ राही, ओ राही…
नैन आँसू जो लिये हैं
ये राहों के दीये हैं
लोगों को उनका सब कुछ दे के
तू तो चला था सपने ही ले के
कोई नहीं तो तेरे अपने हैं सपने ये प्यार के
ओ राही, ओ राही…