Take a fresh look at your lifestyle.

Subhanallah Haseen Chehra Lyrics

0

Subhanallah Haseen Chehra Lyrics

Song Lyrics from the movie Kashmir Ki Kali starring Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, Pran, Anoop Kumar, Nazir Hussain, Madan Puri, Sunder, Tun Tun, Dhumal, Mridula, Sujata, Padma Devi, Padma Chavan, Samar Chatterjee. The film was released in the year 1964. Music was composed by O P Naiyyar and lyrics were penned by S.H. Bihari.

Movie Details

Movie: Kashmir Ki Kali

Singer/Singers: Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Music Director: O P Naiyyar

Lyricist: S.H. Bihari

Actors/Actresses: Shammi Kapoor, Sharmila Tagore, Pran, Anoop Kumar, Nazir Hussain, Madan Puri, Sunder, Tun Tun, Dhumal, Mridula, Sujata, Padma Devi, Padma Chavan, Samar Chatterjee

Year/Decade: 1964

Music Label: Saregama India Limited

Song Lyrics in English Text

Subhanallah Haay Hasi Chehra Haay
Subhanallah Hasi Chehra Ye Mastana Adaaye
Khuda Mahafuz Rakhe Har Bala Se, Har Bala Se
Tumhe Dekha Hoy To Dil Bola Hoy
Tumhe Dekha To Dil Bola Tumko Du Duaaye
Khuda Mahafuz Rakhe Har Bala Se, Har Bala Se

Kare Puja Zamana Jiski Vo Tasvir Ho Tum
Mila Karti Hai Jannat Jisse Vo Taqdir Ho Tum
Mila Karti Hai Jannat Jisse Vo Taqdir Ho Tum
Kamar Patli Haay Nazar Bijli Haay
Kamar Patli Haay Nazar Bijli Hai Zulfe Yaa Ghataaye
Khuda Mahafuz Rakhe Har Bala Se, Har Bala Se
Subhanallah Hasi Chehra Ye Mastana Adaaye
Khuda Mahafuz Rakhe Har Bala Se, Har Bala Se

Na Jaane Kiski Qismat Me Hai Mukhda Chaand Sa Ye
Na Jaane Kiske Ghar Chamakega Tukda Chaand Ka Ye
Na Jaane Kiske Ghar Chamakega Tukda Chaand Ka Ye
Ijaazat Ho Haay To Phir Ham Bhi Haay
Ijaazat Ho To Phir Ham Bhi Muqaddar Aazamaaye
Khuda Mahafuz Rakhe Har Bala Se, Har Bala Se
Subhanallah Hasi Chehra Ye Mastana Adaaye
Khuda Mahafuz Rakhe Har Bala Se, Har Bala Se

Song Lyrics in Hindi Text

सुभानअल्लाह हसीं चेहरा ये मस्ताना अदाएँ
ख़ुदा महफ़ूज रखे हर बला से, हर बला से

तुम्हें देखा, तो दिल बोला कि तुमको दूँ दुआएँ
ख़ुदा महफ़ूज रखे हर बला से, हर बला से

करे पूजा ज़माना जिसकी वो तस्वीर हो तुम
मिला करती है जन्नत जिससे वो तक़दीर हो तुम
कमर पतली, नज़र बिजली हैं जुल्फें या घटाएँ
ख़ुदा महफ़ूज रखे हर बला से, हर बला से

न जाने किसकी किस्मत में है मुखड़ा चाँद सा ये
न जाने किसके घर चमकेगा टुकड़ा चाँद का ये
इजाज़त हो तो फिर हम भी मुक़द्दर आजमाएँ
ख़ुदा महफ़ूज रखे हर बला से, हर बला से

बड़ी हसरत से तुमको देखता है ये ज़माना
सुनाना चाहता है हर कोई अपना फ़साना
कोई दिल हो, कोई महफ़िल, जहाँ भी आप जाएँ
ख़ुदा महफ़ूज रखे हर बला से, हर बला से

Leave A Reply

Your email address will not be published.