Suboo Ko Daur Mein Song Lyrics in hindi
Suboo Ko Daur Mein, Song Lyrics from Movie Shaam Savere. This Song sung by . Music given by & Lyrics written by . Star cast of this movie are Ulhas Wasti, Swarna Lata, Sulochana Chatterjee, Rafiq Ghazanavi, Badri PrasadLyricist: Deena Nath Madhok, Nazim PanipatiMusic Director: Pandit AmarnathFilm Director: M SadiqExternal Links: Shaam Savere at IMDB
Movie Details
Movie: Shaam Savere
Singer/Singers:
Music Director:
Lyricist:
Actors/Actresses: Ulhas Wasti, Swarna Lata, Sulochana Chatterjee, Rafiq Ghazanavi, Badri PrasadLyricist: Deena Nath Madhok, Nazim PanipatiMusic Director: Pandit AmarnathFilm Director: M SadiqExternal Links: Shaam Savere at IMDB
Year/Decade: 1946
Music Label: Saregama Music
Song Lyrics in English Text
Subu Ko Daur Mein Lao Bahar Ke Din Hai
Hame Sharab Peelao Bahar Ke Din Hai
Subu Ko Daur Mein Lao Bahar Ke Din Hai
Hame Sharab Peelao Bahar Ke Din Hai
Subu Ko Daur Mein Lao
Ye Kaam Ain Ibadat Hai, Mausame Gul Mein
Ye Kaam Ain Ibadat Hai, Mausame Gul Mein
Hame Gale Se Lagao Bahar Ke Din Hai
Hame Sharab Peelao Bahar Ke Din Hai
Subu Ko Daur Mein Lao
Ye Aihtyat Aur Takalluf Bhi Theek Hai Mana
Ye Aihtyat Aur Takalluf Bhi Theek Hai Mana
Magar Ye Bhol Na Jao Bahar Ke Din Hai
Hame Sharab Peelao Bahar Ke Din Hai
Subu Ko Daur Mein Lao
Junu Ka Hukum Suno Aur Amal Karo Us Par
Junu Ka Hukum Suno Aur Amal Karo Us Par
Khirad Ko Aag Lagao Bahar Ke Din Hai
Hame Sharab Peelao Bahar Ke Din Hai
Subu Ko Daur Mein Lao
Thahr Thahr Ke Na Barso Umad Paro Yakdam
Thahr Thahr Ke Na Barso Umad Paro Yakdam
Sitam Zarif Ghatao Bahar Ke Din Hai
Hame Sharab Peelao Bahar Ke Din Hai
Subu Ko Daur Mein Lao
Shikast-e-tauba Ka Kab Aisa Aayega Mausam
Shikast-e-tauba Ka Kab Aisa Aayega Mausam
Adam Ko Gher Ke Lao Bahar Ke Din Hai
Hame Sharab Peelao Bahar Ke Din Hai
Subu Ko Daur Mein Lao Bahar Ke Din Hai
Hame Sharab Peelao Bahar Ke Din Hai
Subu Ko Daur Mein Lao
Song Lyrics in Hindi Text
साबू को दौर में
लाओ बहार के दिन हैं
साबू को दौर में
लाओ बहार के दिन हैं
हमें शराब पिलाओ
बहार के दिन हैं
सबों को दौर में लाओ
यह काम ऐन इबादत है
मौसम इ गुल में
हमें गले से लगाओ
बहार के दिन हैं
हमें शराब पिलाओ
बहार के दिन हैं
सबों को दौर में लाओ
यह एहतिआत ो तकल्लुफ़
भी ठीक हैं मन
मगर यह भूल न
जाओ बहार के दिन हैं
हमें शराब
पिलाओ बहार के दिन हैं
सबों को दौर में लाओ
जूनून का हुक्म सुना
और अमल करो उस पैर
ख़िरद को आग लगाओ
बहार के दिन हैं
हमें शराब पिलाओ
बहार के दिन हैं
सबों को दौर में लाओ
ठहर ठहर के न बरसो
उमण्ड पारो एकदम
सितम-ज़रीफ़ घटाओं
बहार के दिन हैं
हमें शराब पिलाओ
बहार के दिन हैं
सबों को दौर में लाओ
शिकस्त े तौबा का कब
ऐसा आये गा मौसम
आदम को घेर के लाओ
बहार के दिन हैं
हमें शराब पिलाओ
बहार के दिन हैं
सबों को दौर में लाओ
साबू को दौर में
लाओ बहार के दिन हैं
साबू को दौर में
लाओ बहार के दिन हैं
हमें शराब पिलाओ
बहार के दिन हैं
सबों को दौर में लाओ.