Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya, Song Lyrics
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya, Song Lyrics from Movie Yadon Ki Kasam. This Song sung by Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar, Shabbir Kumar, Anuradha Paudwal. Music given by Pyarelal, Laxmikant Kudalkar & Lyrics written by Anand Bakshi. Star cast of this movie are Mithun Chakraborty, Zeenat Aman, Shakti Kapoor, Yunus Parvez, Alka Kapoor, Viju Khote, Nadeem, Nitin Sethi, Dinkar
Movie Details
Movie: Yadon Ki Kasam
Singer/Singers: Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar, Shabbir Kumar, Anuradha Paudwal
Music Director: Pyarelal, Laxmikant Kudalkar
Lyricist: Anand Bakshi
Actors/Actresses: Mithun Chakraborty, Zeenat Aman, Shakti Kapoor, Yunus Parvez, Alka Kapoor, Viju Khote, Nadeem, Nitin Sethi, Dinkar
Year/Decade: 1985
Music Label: Tips Music
Song Lyrics in English Text
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
Itni Hasin Miti Jane Kaha Se Laya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
Itni Hasin Miti Jane Kaha Se Laya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
Itni Hasin Miti Jane Kaha Se Laya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
O Jab Jab Tu Ruth Jaye Dil Mera Tut Jaye
Jab Jab Tu Ruth Jaye Dil Mera Tut Jaye
Sawan Ka Hai Mahina Aise Me Aye Hasina
O Ek Bar Dekh Hans Kar O Hans Kar
Mere Udas Dil Par Julfo Ka Julfo Ka Kar De Saya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
O Tera Hasin Mukhda Ya Chandani Ka Tukda
Haye Tera Hasin Mukhda Ya Chandani Ka Tukda
Do Phul Hai Ke Lab Hai Hairan Log Sab Hai
Arey Us Pe Ye Chal Teri Ho Teri Kya Du Misal Teri
Ek Sher Ek Sher Yaad Aaya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
Ha Aankho Me Rang Aise Heere Jade Ho Jaise
Aankho Me Rang Aise Heere Jade Ho Jaise
Mera Khyal Hai Ye Uska Kamal Hai Ye
Resham Kahi Lagaya Lagaya Seesha Kahi Lagaya
Sona Sona Kahi Lagaya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
Itni Hasin Miti Jane Kaha Se Laya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
Tarif Us Khuda Ki Jisne Tujhe Banaya
Song Lyrics in Hindi Font/Text
तारीफ़ उस ख़ुदा की जिस ने जहाँ बनाया
कैसी ज़मीं बनायी, क्या आसमाँ बनाया
मिट्टी से बेल बूटे क्या खुश्नुमा उगाये
पहना के सब्ज़ खिल्लत उनको जवाँ बनाया
सूरज से हम ने पयी गर्मी भी रौशनी भी
क्या खूब चश्मा तू ने अए महरबाँ बनाया
हर चीज़ से है उस की कारीगरी टपकती
ये कार्खाना तू ने कब रैगाँ बनाया