Tera Husn Rahe Mera Ishk Rahe Lyrics
Song Lyrics from the movie Do Dil starring Mumtaz, Biswajeet, Rajeshree, Pran, Durga Khote, Mehmood, Asit Sen, Kamal Kapoor, Indira. The film was released in the year 1965. Music was composed by Hemant Kumar and lyrics were penned by Kaifi Azmi.
Movie Details
Movie: Do Dil
Singer/Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna Dey
Music Director: Hemant Kumar
Lyricist: Kaifi Azmi
Actors/Actresses: Mumtaz, Biswajeet, Rajeshree, Pran, Durga Khote, Mehmood, Asit Sen, Kamal Kapoor, Indira
Year/Decade: 1965
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
Tera Husn Rahe Mera Ishk Rahe
To Ye Subah Ye Sham Rahe Naa Rahe
Chale Pyar Kaa Nam Jamane Me
Kisi Aur Kaa Nam Rahe Naa Rahe
Tera Husn Rahe Ye Sham Rahe Naa Rahe
To Ye Subah Ye Sham Rahe Naa Rahe
Chale Pyar Kaa Nam Jamane Me
Kisi Aur Kaa Nam Rahe Naa Rahe
Tera Husn Rahe Mera Ishk Rahe
To Ye Subah Ye Sham Rahe Naa Rahe
Meri Pyas Kaa Koi Hisab Nahi
Teri Mast Najar Kaa Jawab Nahi
Meri Pyas Kaa Koi Hisab Nahi
Teri Mast Najar Kaa Jawab Nahi
Isi Mast Najar Se Pilaye Ja
Isi Mast Najar Se Pilaye Ja
Mere Samane Jam Rahe Naa Rahe
Tera Husn Rahe Ye Sham Rahe Naa Rahe
To Ye Subah Ye Sham Rahe Naa Rahe
Jo Nigah Uthi To Payam Mila
Jo Nigah Jhuki To Salam Mila
Jo Nigah Uthi To Payam Mila
Jo Nigah Jhuki To Salam Mila
Isi Wakt Bujha De Lagi Dil Ki
Isi Wakt Bujha De Lagi Dil Ki
Ye Payam Salam Rahe Naa Rahe
Tera Husn Rahe Mera Ishk Rahe
To Ye Subah Ye Sham Rahe Naa Rahe
Chale Pyar Kaa Nam Jamane Me
Kisi Aur Kaa Nam Rahe Naa Rahe
Tera Husn Ye Sham Rahe Naa Rahe
To Ye Subah Ye Sham Rahe Naa Rahe
Song Lyrics in Hindi Text
तेरा हुस्न रहे मेरा इश्क रहे
तोह यह सुबह यह शं रहे ना रहे
चले प्यार का नाम ज़माने में
किसी और का नाम रहे ना रहे
तेरा हुस्न रहे यह शं रहे ना रहे
मेरी प्यास का कोई हिसाब नहीं
तेरी मस्त नज़र का जवाब नहीं
तेरी मस्त नज़र का जवाब नहीं
इसी मस्त नज़र से पिलाए जा
इसी मस्त नज़र से पिलाए जा
मेरे सामने जम रहे ना रहे
तेरा हुस्न रहे यह शं रहे ना रहे
मई बहकने लगा हु सम्हल जरा
मेरे पास ही रह
कोई ठीक नहीं की बहारों का
यहाँ और क़ियाम रहे ना रहे
जो निगाह उठी तोह पयाम मिला
जो निगाह झुकी तोह सलाम मिला
इसी वक्त बुझा दे लगी दिल की
यह पयाम सलाम रहे ना रहे
तेरा हुस्न रहे यह शं रहे ना रहे
तेरा हुस्न रहे मेरा इश्क रहे
तोह यह सुबह यह शं रहे ना रहे
चले प्यार का नाम ज़माने में
किसी और का नाम रहे ना रहे
तेरा हुस्न यह शं रहे ना रहे