Tere Liye Ham Hain Jiye Lyrics
A beautiful melodious song from the movie Veer-Zaara released in the year 2004. Music was composed by Legendary Madan Mohan and used in this movie. Lyrics were written by Javed Akhtar.
Movie Details
Movie/Album: Veer-Zaara
Singer/Singers: Lata Mangeshkar, Roop Kumar Rathod
Music Director: Madan Mohan
Lyricist: Javed Akhtar
Actors/Actresses: Shahrukh, Preity Zinta
Year/Decade: 2004
Music Label: Yash Raj Music
Song Lyrics in English Text
Tere Liye, Hum Hain Jiye, Honton Ko Siye
Tere Liye, Hum Hain Jiye, Har Aansoo Piye
Dil Mein Magar, Jalte Rahe, Chaahat Ke Diye
Tere Liye, Tere Liye
Tere Liye, Hum Hain Jiye, Har Aansoo Piye
Tere Liye, Hum Hain Jiye, Honton Ko Siye
Dil Mein Magar, Jalte Rahe, Chaahat Ke Diye
Tere Liye, Tere Liye
Aa……
Zindagi, Le Ke Aayi Hai, Beete Dinon Ki Kitaab
Zindagi, Le Ke Aayi Hai, Beete Dinon Ki Kitaab
Ghere Hain, Ab Humein, Yaadein Be-hisaab
Bin Poochhe, Mile Mujhe, Kitne Saare Jawaab
Chaaha Tha Kya, Paaya Hai Kya, Humne Dekhiye
Dil Mein Magar, Jalte Rahe, Chaahat Ke Diye
Tere Liye, Tere Liye
Kya Kahoon, Duniya Ne Kiya, Mujh Se Kaisa Bair
Kya Kahoon, Duniya Ne Kiya, Mujh Se Kaisa Bair
Hukam Tha, Main Jiyun, Lekin Tere Baghair
Naadaan Hai Woh, Kehte Hain Jo, Mere Liye Tum Ho Ghair
Kitne Sitam, Humpe Sanam, Logon Ne Kiye
Dil Mein Magar, Jalte Rahe, Chaahat Ke Diye
Tere Liye, Tere Liye
Tere Liye, Hum Hain Jiye, Honton Ko Siye
Tere Liye, Hum Hain Jiye, Har Aansoo Piye
Dil Mein Magar, Jalte Rahe, Chaahat Ke Diye
Song Lyrics in Hindi Font/Text
तेरे लिए
तेरे लिए
दिल में मगर
तेरे लिए
तेरे लिए
तेरे लिए
दिल में मगर
तेरे लिए
आ……
ज़िन्दगी
ज़िन्दगी
घेरे हैं
बिन पूछे
चाहा था क्या
दिल में मगर
तेरे लिए
क्या कहूँ
क्या कहूँ
हुकम था
नादाँ है वह
कितने सितम
दिल में मगर
तेरे लिए
तेरे लिए
तेरे लिए
दिल में मगर
तेरे लिए
तेरे लिए
तेरे लिए
तेरे लिए
तेरे लिए