Tu Tu Hai Wahi Lyrics
Song Lyrics from the movie Yeh Vada Raha starring Rishi Kapoor, Tina Munim, Sarika, Poonam Dhillon, Shammi Kapoor, Rakhee, Rakesh Bedi, Iftekhar, Agha, Rakesh Roshan. The film was released in the year 1982. Music was composed by R D Burman and lyrics were penned by Gulshan Bawra.
Movie Details
Movie: Yeh Vada Raha
Singer/Singers: Kishore Kumar, Asha Bhosle
Music Director: R D Burman
Lyricist: Gulshan Bawra
Actors/Actresses: Rishi Kapoor, Tina Munim, Sarika, Poonam Dhillon, Shammi Kapoor, Rakhee, Rakesh Bedi, Iftekhar, Agha, Rakesh Roshan
Year/Decade: 1982
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
Kisi Mod Pe Na Ye Saath Tute
Mere Hath Se Tera Daman Na Chhute
La La La La La L La
Kabhi Khwab Mein Bhi Tu Mujhse Naa Ruthe
Mere Pyar Ki Koi Khushiya Naa Lute
Mil Jaaye Is Tarah Do Lahre Jis Tarh
Ho Mil Jaaye Is Tarah Do Lahre Jis Tarh
Fir Ho Naa Juda Ha Ye Waada Raha
Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jise Apna Kaha
Tu Hai Jaha Main Hu Vaha
Ab To Ye Jeena Tere Bin Hain Saza
Ho Mil Jaaye Is Tarah Do Lahre Jis Tarah
Kabhi Ho Na Juda Ha Ye Vaada Raha
Main Aawaaz Hu To Tu Hai Geet Mera
Jaha Se Niraala Manmeet Mera Ho Mil Jaaye
Kisi Mod Pe Bhi Na Ye Saath Tute
Mere Haath Se Tera Daaman Na Chhute
Kabhi Khwaab Mein Bhi Tu Mujhse Na Ruthe
Mere Pyaar Ki Koi Khushiyaan Na Lute
Ho Mil Jaaye Is Tarah Do Lahre Jis Tarah
Kabhi Ho Na Juda Ha Ye Vaada Raha
Kabhi Zindagi Mein Pade Mushkilein To
Mujhe Tu Sambhaale Tujhe Main Sambhaalu
Ho Mil Jaaye Is Tarah Do Lahre Jis Tarah
Mil Jaaye Is Tarah Do Lahre Jis Tarah
Phir Ho Na Juda Haan Ye Vaada Raha
Tujhe Main Jahaan Ki Najar Se Chura Loon
Kahi Dil Ke Kone Mein Tujhko Bitha Doon
Ho Mil Jaaye Is Tarah Do Leharen Jis Tarah
Ho Mil Jaaye Is Tarah Do Leharen Jis Tarah
Kabhi Ho Na Juda Haan Ye Vaada Raha
Tu Tu Hai Vohi Dil Ne Jise Apna Kaha
Tu Hai Jahaan Main Hoon Vahaan
Ab To Jeena Tere Bin Hain Saza
Fir Ho Naa Juda Ye Vaada Raha Ha Ye Vada Raha
Song Lyrics in Hindi Text
तू, तू है वही, दिल ने जिसे अपना कहा
तू है जहाँ, मैं हूँ वहाँ
अब तो ये जीना, तेरे बिन है सजा
मिल जाए इस तरह, दो लहरें जिस तरह
फिर हो ना जुदा, ये वादा रहा
मैं आवाज हूँ तो, तू है गीत मेरा
जहाँ से निराला, मनमीत मेरा
किसी मोड़ पे भी ना, ये साथ टूटे
मेरे हाथ से तेरा, दामन ना छूटे
कभी ख्व्वाब में भी तू मुझसे ना रूठे
मेरे प्यार की कोई खुशियाँ ना लुटे
तुझे मैं जहाँ की नजर से चुरा लूँ
कही दिल के कोने में तुझ को छूपा लूँ
कभी जिन्दगी में पड़े मुश्किलें तो
मुझे तू संभाले, तुझे मैं संभालूँ