Tujhe Kho Diya Humne Paane Ke Baad Lyrics
Sad song from the movie Aan starring Dilip Kumar, Nadira, Nimmi, Murad, Premnath, Mukri, Amir Bano, Cuckoo, Sheela Nayak, Maya, Abdul, Neelam Kothari, Maharaj. The film was released in the year 1952. Music was composed by Naushad Ali and lyrics were penned by Shakeel Badayuni.
Movie Details
Movie: Aan
Singer/Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Shamshad Begum
Music Director: Naushad Ali
Lyricist: Shakeel Badayuni
Actors/Actresses: Dilip Kumar, Nadira, Nimmi, Murad, Premnath, Mukri, Amir Bano, Cuckoo, Sheela Nayak, Maya, Abdul, Neelam Kothari, Maharaj
Year/Decade: 1952
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
Tujhe Kho Diya Hamne Paane Ke Baad Ho
Tujhe Kho Diya Hamne Paane Ke Baad
Teri Yaad Aayi, Teri Yaad Aayi
Tere Jaane Ke Baad Teri Yaad Aayi
Tujhe Kho Diya Hamne
Mila Tha Jab Tak Judaayi Ka Ghum
Mohabbat Ka Matlab Na Samjhe The Hum
Tadapne Lage Tir Khane Ke Baad, Tadapne Lage
Tadapne Lage Tir Khane Ke Baad
Teri Yaad Aayi, Teri Yaad Aayi
Tere Jaane Ke Baad Teri Yaad Aayi
Tujhe Kho Diya Hamne
Nigaaho Me Abb Tu Samaane Laga
Tera Naam Hotho Pe Aane Laga
Huye Hum Tere Ek Zamaane Ke Baad
Huye Hum Tere
Huye Hum Tere Ek Zamane Ke Baad
Teri Yaad Aayi, Teri Yaad Aayi
Tere Jaane Ke Baad Teri Yaad Aayi
Tujhe Kho Diya Hamne
Mohabbat Mili Aur Tu Kho Gaya, Tu Kho Gaya
Oh Badlate Hi Kismat, Yeh Kya Ho Gaya, Kya Ho Gaya
Khushi Chhin Gayi Dil Lagaane Ke Baad
Khushi Chhin Gayi
Khushi Chhin Gayi Dil Lagaane Ke Baad
Teri Yaad Aayi, Teri Yaad Aayi
Tere Jaane Ke Baad Teri Yaad Aayi
Song Lyrics in Hindi Font/Text
तुझे खो दिया हम ने पाने के बाद
तेरी याद आई तेरे जाने के बाद
मिला था ना जब तक जुदाई का गम
मोहब्बत का मतलब ना समझे थे हम
तड़पने लगे, तीर खाने के बाद
निगाहों में अब तू समाने लगा
तेरा नाम होठों पे आने लगा
हुए हम तेरे एक जमाने के बाद
मोहब्बत मिली और तू खो गया
बदलते ही किस्मत ये क्या हो गया
खुशी छिन गयी, दिल लगाने के बाद