Tumse Bichhad Kar Tumko Bhulana Lyrics
Romantic song from the movie Khap starring Yuvika Chaudhary and Om Puri. The film was released in the year 2011. Music was composed by Annujj Kappoo and lyrics were penned by Nida Fazli.
Movie Details
Movie: Khap
Singer/Singers: Jagjit Singh
Music Director: Annujj Kappoo
Lyricist: Nida Fazli
Actors/Actresses: Yuvika Chaudhary and Om Puri
Year/Decade: 2011
Music Label: Unisys Music
Song Lyrics in English Text
Tumse Bichhad Kar Tumko Bhulana
Tumse Bichhad Kar Tumko Bhulana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Diwane Dil Ko Samjhana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Tumse Bichhad Kar Tumko Bhulana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Sadiyo Se Ye Rasm Hai Jari, Jurm Hai Duniya Me Dildari
Aisi Duniya Se Takrana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Tumse Bichhad Kar Tumko Bhulana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Chahat Par Pabandi Kyu Hai, Duniya Itni Andhi Kyu Hai
Chahat Par Pabandi Kyu Hai, Duniya Itni Andhi Kyu Hai
Andho Me Andha Ban Jaana, Mumkin Hai Asan Nahi
Tumse Bichhad Kar Tumko Bhulana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Kashti Yunhi Chalegi Kab Tak, Ulti Ganga Bahegi Kab Tak
Kashti Yunhi Chalegi Kab Tak, Ulti Ganga Bahegi Kab Tak
Khoye Huye Ko Phir Se Pana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Tumse Bichhad Kar Tumko Bhulana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Tere Mere Bich Ki Doori, Kyu Dono Ki Hai Majburi
Tere Mere Bich Ki Doori, Kyu Dono Ki Hai Majburi
Duri Ki Diwar Girana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Tumse Bichhad Kar Tumko Bhulana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Diwane Dil Ko Samjhana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Tumse Bichhad Kar Tumko Bhulana, Mumkin Hai Aasan Nahi
Mumkin Hai Aasan Nahi, Mumkin Hai Aasan Nahi
Song Lyrics in Hindi Font/Text
तुमसे बिछड़कर तुमको भुलाना, मुमकिन है आसान नहीं
दीवाने दिल को समझाना, मुमकिन है आसान नहीं
सदियों से ये रस्म है जारी, जुर्म है दुनियाँ में दिलदारी
ऐसी दुनियाँ से टकराना, मुमकिन है आसान नहीं
चाहत पर पाबंदी क्यों है, दुनियाँ इतनी अँधी क्यों है
अँधों में अँधा बन जाना, मुमकिन है आसान नहीं
कश्ती यूँ ही चलेगी कब तक, उलटी गंगा बहेगी कब तक
खोये हुये को फिर से पाना, मुमकिन है आसान नहीं
तेरे मेरे बीच की दूरी, क्यों दोनों की है मजबूरी
दूरी की दीवार गिराना, मुमकिन है आसान नहीं