Ye Kya Jagah Hai Doston Lyrics
Song Lyrics from the movie Umrao Jaan starring Rekha, Farooq Sheikh, Naseeruddin Shah, Raj Babbar, Shaukat Kaifi, Bharat Bhushan, Satish Shah, Prema Narayan, Dina Pathak, Leela Mishra, Akbar Rashid, Gajanan Jagirdar, Khan Ghizlai, Rita Rani Kaul. The film was released in the year 1981. Music was composed by Khayyam and lyrics were penned by Traditional, Shahryar.
Movie Details
Movie: Umrao Jaan
Singer/Singers: Asha Bhosle, Aziz, Jagjeet Kaur, Talat Aziz, Ghulam Mustafa Khan, Runa Prasad, Shahida Khan
Music Director: Khayyam
Lyricist: Traditional, Shahryar
Actors/Actresses: Rekha, Farooq Sheikh, Naseruddin Shah, Raj Babbar, Shaukat Kaifi, Bharat Bhushan, Satish Shah, Prema Narayan, Dina Pathak, Leela Mishra, Akbar Rashid, Gajanan Jagirdar, Khan Ghizlai, Rita Rani Kaul
Year/Decade: 1981
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
Ye Kya Jageh Hai Dosto
Ye Kya Jageh Hai Dosto, Ye Kaun Sa Dayar Hai
Ye Kaun Sa Dayar Hai
Had-e-nigah Tak Jaha
Had-e-nigah Tak Jaha Gubar Hi Gubar Hai
Gubar Hi Gubar Hai
Ye Kya Jageh Hai Dosto
Ye Kis Makaam Par Hayaat
Ye Kis Makaam Par Hayaat, Mujhko Leke Aa Gai
Mujhko Leke Aa Gai
Na Bas Khushi Pe Hai Jaha
Na Bas Khushi Pe Hai Jaha, Na Gam Pe Ikhtiyar Hai
Na Gam Pe Ikhtiyar Hai
Ye Kya Jageh Hai Dosto
Ye Kya Jageh Hai Dosto, Ye Kaun Sa Dayar Hai
Ye Kaun Sa Dayar Hai
Tamam Umr Ka Hisab
Tamam Umr Ka Hisab, Mangti Hai Zindagi
Magati Hai Zindagi
Ye Mera Dil Kahe To Kya
Ye Mera Dil Kahe To Kya, Ke Khud Se Sharmsar Hai
Ke Khud Se Sharmsar Hai
Ye Kya Jagah Hai Dosto, Ye Kaun Sa Dayar Hai
Ye Kaun Sa Dayar Hai
Bula Raha Hai Kaun
Bula Raha Hai Kaun, Mujhko Chilmano Ke Us Taraf
Mere Liye Bhi Kya Koi
Mere Liye Bhi Kya Koi, Udaas Beqarar Hai
Udaas Beqarar Hai
Ye Kya Jagah Hai Dosto, Ye Kaun Sa Dayar Hai
Ye Kaun Sa Dayar Hai
Had-e-nigah Tak Jaha Gubar Hi Gubar Hai
Gubar Hi Gubar Hai
Ye Kya Jagah Hai Dosto
Song Lyrics in Hindi Font/Text
ये क्या जगह है दोस्तों, ये कौन सा दयार है
हद-ए-निगाह तक जहां गुबार ही गुबार है
ये क्या जगह है दोस्तों
ये किस मुकाम पर हयात, मुझको लेके आ गई
न बस खुशी पे कहां, न ग़म पे इख्तियार है
ये…
तमाम उम्र का हिसाब मांगती है ज़िन्दगी
मांगती है ज़िन्दगी
ये मेरा दिल कहे तो क्या, ये खुद से शर्मसार है
ये खुद से शर्मसार है
ये…
बुला रहा क्या कोई चिलमनों के उस तरफ़
चिलमनों के उस तरफ़
मेरे लिये भी क्या कोई उदास बेक़रार है
उदास बेक़रार है
ये…
न जिसकी शकल है कोई, न जिसका नाम है कोई
इक ऐसी शै का क्यों हमें अज़ल से इन्तज़ार है
ये…