Take a fresh look at your lifestyle.

Yeh Ankhen Dekh Kar Lyrics

0 1,584

Yeh Ankhen Dekh Kar Lyrics

Song Lyrics from the movie Dhanwan starring Vijayendra Ghatge, Rajesh Khanna, Reena Roy, Rakesh Roshan, Om Parkash, Shakti Kapoor, Mazhar Khan, Aruna Irani. The film was released in the year 1981. Music was composed by Hridayanath Mangeshkar and lyrics were penned by Sahir Ludhianvi.

Movie Details

Movie: Dhanwan

Singer/Singers: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar

Music Director: Hridayanath Mangeshkar

Lyricist: Sahir Ludhianvi

Actors/Actresses: Vijayendra Ghatge, Rajesh Khanna, Reena Roy, Rakesh Roshan, Om Parkash, Shakti Kapoor, Mazhar Khan, Aruna Irani

Year/Decade: 1981

Music Label: Saregama India Limited

Song Lyrics in English Text

Ye Aankhe Dekh Kar Ham Sari Duniya Bhul Jaate Hai
Ye Aankhe Dekh Kar Ham Sari Duniya Bhul Jaate Hai
Inhe Paane Ki
Inhe Paane Ki Dhun Me Har Tamanna Bhul Jaate Hai
Tum Apni Mahki Mahki Julf Ke Pecho Ko Kam Kar Do
Tum Apni Mahki Mahki Julf Ke Pecho Ko Kam Kar Do
Musafir Inme Girkar Apna Rasta Bhul Jaate
Bhul Jaate Hai
Ye Aankhe Dekh Kar Ham Sari Duniya Bhul Jaate Hai

Ye Baahe Jab Hame Apni Panaho Me Bulati Hai
Ye Baahe Jab Hame Apni Panaho Me Bulati Hai
Hame Apni Kasam
Hame Apni Kasam Ham Har Sahra Bhul Jaate Hai
Tumhare Narm-o-najuk Hoth Jis Dam Muskrate Hai
Tumhare Narm-o-najuk Hoth Jis Dam Muskrate Hai
Bahaare Jhepti Phul Khilna Bhul Jaate Hai
Ye Aankhe Dekh Kar Ham Sari Duniya Bhul Jaate Hai

Bahut Kuch Tumse Kahne Ki Tamanna Dil Me Rakhte Hai
Bahut Kuch Tumse Kahne Ki Tamanna Dil Me Rakhte Hai
Magar Jab Saamne Aate Ho To Kahna Bhul Jaate Hai
Muhabbat Me Zuba Chup Ho To Aankhe Baat Karti Hai
Muhabbat Me Zuba Chup Ho To Aankhe Baat Karti Hai
Ye Kah Deti Hai Vo Baate Jo Kahna Bhul Jaate Hai
Ye Aankhe Dekh Kar Ham Sari Duniya Bhul Jaate Hai
Ye Aankhe Dekh Kar Ham Sari Duniya Bhul Jaate Hai

Song Lyrics in Hindi Font/Text

ये आँखें देख कर हम सारी दुनिया भूल जाते हैं
इन्हें पाने की धुन में हर तमन्ना भूल जाते हैं
ये आँखें …

तुम अपनी महकी महकी ज़ुल्फ़ के पेचों को कम कर दो
मुसाफ़िर इनमें गिरकर अपना रस्ता भूल जाते हैं

ये आँखें …

ये आँखें जब हमें अपनी पनाहो में बुलाती हैं
हमे अपनी क़सम हम हर सहरा भूल जाते हैं

तुम्हारे नर्म-ओ-नाज़ुक होंठ जिस दम मुस्कराते हैं
बहारें झेंपतीं फूल खिलना भूल जाते हैं

ये आँखें …

बहुत कुछ तुम से कहने की तमन्ना दिल में रखते हैं
मगर जब सामने आते हो तो कहना भूल जाते हैं

मुहब्बत में ज़ुबां चुप हो तो आँखें बात करतीं हैं
ये कह देती हैं वो बातें जो कहना भूल जाते हैं

ये आँखें

Leave A Reply

Your email address will not be published.