Take a fresh look at your lifestyle.

Yeh Jeevan Hai Is Jeevan Ka Lyrics

0

yeh jeevan hai lyrics

Very Inspirational Song from the movie Piya Ka Ghar starring Jaya Bhaduri, Anil Dhawan. The film was released in the year 1972. Music was composed by Laxmikant Pyarelal and lyrics were penned by Anand Bakshi.

Movie Details

Movie: Piya Ka Ghar

Singer/Singers: Kishore Kumar

Music Director: Laxmikant Pyarelal

Lyricist: Anand Bakshi

Actors/Actresses: Jaya Bhaduri, Anil Dhawan

Year/Decade: 1972

Music Label: Saregama

Song Lyrics in English Text

Ye Jeevan Hai Is Jeevan Ka
Yahi Hai, Yahi Hai, Yahi Hai Rang Rup
Ye Jeevan Hai Is Jeevan Ka
Yahi Hai, Yahi Hai, Yahi Hai Rang Rup
Thode Gam Hai, Thodi Khushiya
Thode Gam Hai, Thodi Khushiya
Yahi Hai, Yahi Hai, Yahi Hai Chhaanv Dhup
Ye Jeevan Hai

Ye Na Socho Isme Apni Haar Hai Ki Jit Hai
Ye Na Socho Isme Apni Haar Hai Ki Jit Hai
Use Apna Lo Jo Bhi Jeevan Ki Rit Hai
Ye Zid Chhod O, Yu Na Todo, Har Pal Ek Darpan Hai
Ye Jeevan Hai Is Jeevan Ka
Yahi Hai, Yahi Hai, Yahi Hai Rang Rup
Ye Jeevan Hai

Dhan Se Na Duniya Se, Ghar Se Na Dvaar Se
Dhan Se Na Duniya Se, Ghar Se Na Dvaar Se
Saanso Ki Dor Bandhi Hai Pritam Ke Pyaar Se
Duniya Chhute, Par Na Tute Ye Kaisa Bandhan Hai
Ye Jeevan Hai Is Jeevan Ka
Yahi Hai, Yahi Hai, Yahi Hai Rang Rup
Thode Gam Hai, Thodi Khushiya
Yahi Hai, Yahi Hai, Yahi Hai Chhaanv Dhup
Ye Jeevan Hai

Song Lyrics in Hindi Font/Text

ये जीवन है
इस जीवन का
यही है, यही है, यही है रंग रूप (2)
थोड़े ग़म हैं, थोड़ी खुशियाँ
यही है, यही है, यही है छाँव धूप
ये जीवन है …

(ये ना सोचो इसमें अपनी
हार है कि जीत है ) – 2
उसे अपना लो जो भी
जीवन की रीत है
ये ज़िद छोड़ो, यूँ ना तोड़ो
हर पल एक दर्पण है
ये जीवन है …

धन से ना दुनिया से
घर से न द्वार से
साँसों की डोर बंधी है
प्रीतम के प्यार से
दुनिया छूटे, पर ना टूटे
ये कैसा बंधन है
ये जीवन है
इस जीवन का
यही है, यही है, यही है रंग रूप
थोड़े ग़म हैं
थोड़ी खुशियाँ
यही है, यही है, यही है छाँव धूप
ये जीवन है

Leave A Reply

Your email address will not be published.