Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Mein Lati Hai Humein Lyrics
Song Lyrics from the movie Umrao Jaan starring Rekha, Farooq Sheikh, Naseeruddin Shah, Raj Babbar, Shaukat Kaifi, Bharat Bhushan, Satish Shah, Prema Narayan, Dina Pathak, Leela Mishra, Akbar Rashid, Gajanan Jagirdar, Khan Ghizlai, Rita Rani Kaul. The film was released in the year 1981. Music was composed by Khayyam and lyrics were penned by Traditional, Shahryar.
Movie Details
Movie: Umrao Jaan
Singer/Singers: Asha Bhosle, Aziz, Jagjeet Kaur, Talat Aziz, Ghulam Mustafa Khan, Runa Prasad, Shahida Khan
Music Director: Khayyam
Lyricist: Traditional, Shahryar
Actors/Actresses: Rekha, Farooq Sheikh, Naseruddin Shah, Raj Babbar, Shaukat Kaifi, Bharat Bhushan, Satish Shah, Prema Narayan, Dina Pathak, Leela Mishra, Akbar Rashid, Gajanan Jagirdar, Khan Ghizlai, Rita Rani Kaul
Year/Decade: 1981
Music Label: Saregama India Limited
Song Lyrics in English Text
Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Me Laati Hai Hame
Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Me Laati Hai Hame
Ye Zami Chaand Se Behatar Nazar Aati Hai Hame
Ye Zami Chaand Se Behatar Nazar Aati Hai Hame
Surkh Phulo Se Mahak Uthati Hai Dil Ki Rahe
Surkh Phulo Se Mahak Uthati Hai Dil Ki Rahe
Din Dhale Yun Teri Avaz Bulati Hai Hame
Din Dhale Yun Teri Avaz Bulati Hai Hame
Ye Zami Chaand Se Behatar Nazar Aati Hai Hame
Yad Teri Kabhi Dastak Kabhi Saragoshi Se
Yad Teri Kabhi Dastak Kabhi Saragoshi Se
Raat Ke Pichhale Pahar Roz Jagaati Hai Hame
Raat Ke Pichhale Pahar Roz Jagaati Hai Hame
Ye Zami Chaand Se Behatar Nazar Aati Hai Hame
Har Mulaqat Ka Ajaam Judai Kyun Hai
Har Mulaqat Ka Ajaam Judai Kyun Hai
Ab To Har Vaqt Yahi Baat Satati Hai Hame
Ab To Har Vaqt Yahi Baat Satati Hai Hame
Ye Zami Chaand Se Behatar Nazar Aati Hai Hame
Zindagi Jab Bhi Teri Bazm Me Laati Hai Hame
Song Lyrics in Hindi Font/Text
ज़िंदगी जब भी तेरी बज़्म में लाती है हमें
ये ज़मीं चाँद से बेहतर नज़र आती है हमें
सुर्ख फूलों से महक उठती हैं दिल की राहें
दिन ढले यूँ तेरी आवाज़ बुलाती है हमें
ज़िंदगी …
याद तेरी कभी दस्तक कभी सरगोशी से
रात के पिछले पहर रोज़ जगाती है हमें
ज़िंदगी …
हर मुलाक़ात का अंजाम जुदाई क्यूँ है
अब तो हर वक़्त यही बात सताती है हमें
ज़िंदगी …